Very Heart Touching Naat ❤️ | Kahan Main Kahan Ye Madine Ki Galiyan | Shahbaz Bastavi

Описание к видео Very Heart Touching Naat ❤️ | Kahan Main Kahan Ye Madine Ki Galiyan | Shahbaz Bastavi

Very Heart Touching Naat ❤️ | Kahan Main Kahan Ye Madine Ki Galiyan | Shahbaz Bastavi #naatsharif

Assalamualaikum Warahmatullahi Wabarakatuh.
Welcome To Our YouTube Channel © Shahbaz Bastavi Official.

Hamd, Naat, Nazam, Munajat, Manqabat, Ghazal, Bayan, Taqreer, & All Islamic Videos Sunne K Liye Hamare Channel Ko Subscribe Karen...

Subscribe My YouTube Channel.
   / shahbazbastaviofficial  

Hamd: Chidiya Chahek Chahek Kar Gati Hai Hamd Teri.
   • Beautifull & Hearttouching Hamd ❤️ | ...  

Naat: Dare Nabi Par Ye Umar Beetay.
   • Видео  

Naat: Balaghal Ula Bikamalihi.
   • Best Naat 2022 | Balaghal Ula Bikamal...  

Naat: Madine Ka Safar Hai Aur Main Namdeeda Namdeeda.
   • Видео  

Maa Par Emotional Nazam.
   • Видео  

Munajat: Darbar me hazir hai ek banda e aawara.
   • Видео  

Manqabat Imam e Hussain Alaihissalam:
   • Видео  

15 August Par Shandar Nazam.
   • 15 August | Independence Day | Specia...  


Disclaimer"

Copyright Disclaimer under Section 107 of the copyright act 1976, allowance is made for fair use for purposes such as criticism, comment, news reporting, scholarship, and research. Fair use is a use permitted by copyright statute that might otherwise be infringing. Non-profit, educational or personal use tips the balance in favour of fair use.


Naat : Kahan Main Kahan Ye Madine Ki Galiyan.
Lyrics"

Jahan raoza e paak e khairul wara hai,
Wo jannat nahi hai to phir aur kya hai.

Kahan main kahan ye madine ki galiyan,
Ye qismat nahi hai to phir aur kya hai.

Muhammed ki azmat ko kya poochhte ho,
Ki wo sahib e qaba qaosain thehre.

Bashar ki sar e arsh mehman nawazi,
Ye azmat nahi hai to phir aur kya hai.

Jo aasi ko kamli me apni chhupa Le,
Jo dushman ko bhi zakhm kha k duaa De.

Use aur kya name dega zamana,
Wo rahmat nahi hai to phir aur kya hai.

Qayamat ka ek din muayyan hai lekin,
Hamare liye har nafas hai qayamat.

Madine se ham Jan nisaron ki doori,
Qayamat nahi hai to phir aur kya hai.

Tum iqbal ye naat kah to rahe ho,
Magar ye bhi socha ki kya kar rahe ho.

Kaha tum kaha madh e mamdooh e yazdan,
Ye jurat nahi hai to phir aur kya hai.


اردو لیرکس"

جہاں روضہ پاک ِ خیرالوریٰ ہے
وہ جنت نہیں ہے تو پھر اور کیا ہے

کہاں میں کہاں یہ مدینے کی گلیاں
یہ قسمت نہیں ہے تو پھر اور کیا ہے

محمد کی عظمت کو کیا پوچھتے ہو
کہ وہ صاحبِ قابَ قوسین ٹھہرے

بشر کی سرِ عرش مہماں نوازی
یہ رحمت نہیں ہے تو پھر اور کیا ہے

جو عاصی کو کملی میں اپنی چھپا لے
جو دشمن کو بھی زخم کھا کے دعا دے

اسے اور کیا نام دے گا زمانہ
وہ رحمت نہیں ہے تو پھر اور کیا ہے

قیامت کا اِک دن معیّن ہے لیکن
ہمارے لئے ہر نفس ہے قیامت

مدینے سے ہم جاں نثاروں کی دوری
قیامت نہیں ہے تو پھر اور کیا ہے

تم اقبال یہ نعت کہہ تو رہے ہو
مگر یہ بھی سوچا کہ کیا کر رہے ہو

کہاں تم کہاں مدحِ ممدوحِ یزداں
یہ جرأت نہیں ہے تو پھر اور کیا ہے


#naat #naatstatus #naatsharif #beautifulnaat #bestnaat #hearttouchingnaat #newnaat2022 #shahbazbastavi

Комментарии

Информация по комментариям в разработке