wo ham na the wo tum na the_Helen &Chandrashekhar_Moh.Rafi_Neeraj _Iqbal Qureshi_Cha Cha Cha1964_a t

Описание к видео wo ham na the wo tum na the_Helen &Chandrashekhar_Moh.Rafi_Neeraj _Iqbal Qureshi_Cha Cha Cha1964_a t

Song :Wo ham na the wo tum na the ..
Movie : Cha Cha Cha,1964 ,
Singers : Mohammad Rafi,
Lyricist : Neeraj,
Music Drector : Iqbal Qureshi,
Cast: Chandrashekhar,Helen,Bela Bose, Iftekhar,Madan Puri,O P Ralhan,Tun Tun,
Polson,
Director: Chandrashekar,
Producer: Bhavdeep Films,

Lyrics :-
Wo ham na the wo tum na the
Wo ham na the wo tum na the
wo rahguzar thi pyaar ki
luti jahaan pe bewajah paalki bahaar ki
paalki bahaar ki
Wo ham na the wo tum na the

ye khel thaa naseeb kaa
ye khel thaa naseeb kaa
na hans sake na ro sake
na toor par pahunch sake
na daar par hi so sake
kahaani kisse ye kahen
kahaani kisse ye kahen
chaadoo bhi utaar ki
luti jahaan pe bewajah palki bahaar ki
palki bahaar ki
Wo ham na the wo tum na the

tumhi the mere rahnuma
tumhi the mere hamsafar
tumhi the meri roshni
tumhi ne mujhko di nazar
di nazar
bina tumhaare zindagi
bina tumhaare zindagi
shama hai ik mazaar ki
luti jahaan pe bewajah paalki bahaar ki
paalki bahaar ki
Wo ham na the wo tum na the

ye kaun saa mukaam hai
ye kaun saa mukaam hai
falak nahin zameen nahin
ke shab nahin sahar nahin
ke gham nahin khushi nahin
kahaan ye leke aa gayi
kahaan ye leke aa gayi
hawa tere dayaar ki
luti jahaan pe bewajah paalki bahaar ki
paalki bahaar ki
wo ham na the wo tum na the

guzar rahi hai tumpe kyaa
banaake hamko dar badar
ye soch kar udaas hoon
ye soch kar hai chasmtar
chasmtar
na chot hai ye phool ki
na chot hai ye phool ki
na hai khalish ye khaar ki
luti jahaan pe bewajah paalki bahaar ki
paalki bahaar ki
paalki bahaar ki
paalki bahaar ki..

About Iqbal Qureshi :- A forgotten Music Talent...
Iqbal Qureshi was a famous music composer in the hindi film industry. He is best remembered for the songs, "Subah Na Aaye", "Main Apne Aap Se Ghabraa" based on Raag Tilang, & "Phir Aane Laga Yaad Wahi" sung by Mohammed Rafi.

As a Hindi film music composer several of Qureshi's melodies were written by renowned lyricists like Farooq Kaiser, Bharat Vyas, Ehsan Rizvi, Hasrat Jaipuri, Qamar Jalalabadi, Neeraj, Jaan Nisar Akhtar, Shewan Rizvi, Kaifi Azmi, Akhtar Romani, Naseem Ajmeri, and Rajendar Krishan.

Qureshi also worked with a lot of big names in playback singing like Suman Kalyanpur, Asha Bhonsle, Mohammed Rafi, Mubarak Begum, Lata Mangeshkar, Amit Kumar, Madhubala Zaveri, Manna Dey, Anuradha Paudwal and Geeta Dutt.

Helen ( Helen Richardson Khan ) :-

During the 60's and 70's, when movie actresses played the quintessential virtuous woman who stood by her man, Helen came across as a breath of fresh air with her glam factor and killer dance moves.

Born to an Anglo-Indian father and a Burmese mother, Helen Richardson, or Helen, as she was popularly known was introduced to Bollywood when a friend, who worked as an actress, helped her find jobs as a chorus dancer in films.

Helen got her break in 1958 when she performed the song mera naam Chin Chin Chu in Shakti Samanta's film Howrah Bridge, which was sung by Geeta Dutt. After that, offers started pouring in throughout the 1960's and 1970's and Helen made her mark as a glamorous dancer.

Helen officially retired from movies in 1982, but she appeared in a few guest roles in 1996 and 2000 with movies like Khamoshi, Mohabbatein and Hum Dil De Chuke Sanam.

Helen also recently appeared as a judge in the semi-finals and finals of the 2009 Indian Dancing Queen (Dance Contest)'
कारवाँ गुजर गया...!
साहित्य के उज्जवल नक्षत्र नीरज का नाम सुनते ही सामने एक ऐसा शख्स उभरता है:जो स्वयं डूबकर कविताएँ लिखता हैं और पाठक को भी डूबा देने की क्षमता रखता है। जब नीरज मंच पर होते हैं तब उनकी नशीली कविता और लरजती आवाज श्रोता वर्ग को दीवाना बना देती है। जब नीरज गुनगुनाते हैं ''अब के सावन में शरारत ये मेरे साथ हुई, मेरा घर छोड कर सारे शहर में बरसात हुई।'' सुनने वाले सचमुच सावन की तरह झूम उठते हैं। नीरज के सुहाने गीतों कारवां लेकर आए हैं

Комментарии

Информация по комментариям в разработке