SHAYAR - WAQT ( Prod. By

Описание к видео SHAYAR - WAQT ( Prod. By

" Waqt "

Road pe haath takarana mere saakhi se
Baat chhoti par chehre par aayi hasi dekh
Yaad karu to chu leta aasman
Na yaad karu, nayab naseeb narazi hai

Audio credits:
Artist - Shayar
Written by - Shayar
Produced by - Issa Rony
Mixed & mastered by - Issa Rony

Poster & Video credits:
Video Shoot By - Sunit kumar Dash
Video Edit By - Sunit Kumar Dash
Poster Created By - Sunit Kumar Dash

Connect With Us -
• Instagram

Shayar -   / shayarhai_  

Issa Rony -   / _issarony.flac  

Sunit Das -   / dash_trapicals  


• Twitter -

Shayar -   / shayarhai_  

Lyrics -

Hook -

Khoya rehta hai woh aa jaa
Bita waqt jo tune hai bitaya
Sanso se khwabo ka ghar banaya
Rukta main, chalta tu rukh na paya

Khoya rehta hai woh aa jaa
Bita waqt jo tune hai bitaya
Sanso se khwabo ka ghar banaya
Rukta main, chalta tu rukh na paya

Verse -

Chhote chhote pav mere saath nadiyon
Kabhi ghumati hai dil ke kinare
Kabhi khwabo me dikhe, kabhi yaadon mein mile, par ye toh jhoote ishare

Main jaanta hoon usse, woh aane na sakega
Peharon mein ghar ke woh band hi rahega
Jaane jana, aau jo main lene
Kya tu mujhse mil bhi sakegaaaa aaaaa aaaa aaaa

Guzara waqt aur waqt ka zamana hua
Na tu aaya, na tera koi khat hai mila
Maslak-e-ishq ye bhi purana hua
Tere ghar ke aas paas kam aana jana hua

Woh bhi kya waqt tha ye socha jara gaur kar
Jee to leta waqt, par ha, kaanton ko chhod kar
Ja baitha phir main school ke samay mein
Jahan woh naam likhe mera uska naam se jod kar

Road pe haath takarana mere saakhi se
Baat chhoti par chehre par aayi hasi dekh
Yaad karu to chu leta aasman
Na yaad karu, nayab naseeb narazi hai

Hui bhul chuk saari maaf hai
Do dil hai pyaar mein toh mausam kitna saaf hai
Upar dekha, chidiyane kaha mujhse
Dekh shayar dekh, dekh samundar laajawab hai

Aage chale ret dhas rahi thi pairon se
Ret ret na lagi pyaar ke pehlu hai
Badte aage dhasti cheezein dilon mein
Dubata tu pyaar mein to samundar se doori reh

Hook -

Khoya rehta hai woh aa jaa
Bita waqt jo tune hai bitaya
Sanso se khwabo ka ghar banaya
Rukta main, chalta tu rukh na paya

Khoya rehta hai woh aa jaa
Bita waqt jo tune hai bitaya
Sanso se khwabo ka ghar banaya
Rukta main, chalta tu rukh na paya

Комментарии

Информация по комментариям в разработке