Chute na kabhi tera Daman ya Khwaja Moinuddin Hasan

Описание к видео Chute na kabhi tera Daman ya Khwaja Moinuddin Hasan

Bahut hi pyari Manqabat Hazrat Khwaja Garib Nawaz Radiallahu Ta'ala Anhu ki shan me
Hazrat Khwaja Garib Nawaz Moinuddin Hasan Chishti Radiallahu Ta'ala Anhu ki shan me Manqabat by Syyed Noorani Miya sahab

Parsented by Chishti Rang Islamic Channel(youtube channel)

#NooraniMiya #NooraniMiyan #Manqabat #KhwajaGaribNawaz #DargahAjmer #chishti #ChishtiRang

Chute na kabhi tera daman Ya Khwaja Moinuddin Hasan

Voice: Hazrat Allama Molana Tajul Ulema Syyed Noorani Miya sahab, Kichocha Sharif, U.P., India

Programme at Mohalla Choonghran, Bikaner, Rajasthan, India

Chute na kabhi tera daman Ya Khwaja Moinuddin Hasan
Lyrics

Chute na kabhi tera daman
Ya Khwaja Moinuddin Hasan
karte hai Fida sab tan man dhan
Ya Khwaja Moinuddin Hasan

Chute na kabhi tera daman
Ya Khwaja Moinuddin Hasan

Aaqa ki Ata ho Noor e Ali
Zehra ki kali waliyo ke wali
Hasnain ke Dil Usmaan ke Nayan
Ya Khwaja Moinuddin Hasan

Chute na kabhi tera daman
Ya Khwaja Moinuddin Hasan

Ka'aba ho Madina ho ya Najaf
Har Zaa pe nazar tum aate ho
Kuch aisi lagi hai Dil ki lagan
Ya Khwaja Moinuddin Hasan

Chute na kabhi tera daman
Ya Khwaja Moinuddin Hasan

Darbar mai me aise aau
sab haal mere mastoor rahe
aur baat karu me man hi man
Ya Khwaja Moinuddin Hasan

Chute na kabhi tera daman
Ya Khwaja Moinuddin Hasan

Thak haar ke me pahuncha Dar pe
Aaram mila jab Aap mile
aur lagne laga phir apna pan
Ya Khwaja Moinuddin Hasan

Chute na kabhi tera daman
Ya Khwaja Moinuddin Hasan

Ajmer ki Dharti pe chalna
Aasan nahi yu bol uthe
Aye Noor tere Dil ki Dhadkan
Ya Khwaja Moinuddin Hasan

Chute na kabhi tera daman
Ya Khwaja Moinuddin Hasan

Ab Noor tere Dar pe Aake
Izhar e Aqidat kese kare
khaye hai usay bus ye uljhan
Ya Khwaja Moinuddin Hasan

Chute na kabhi tera daman
Ya Khwaja Moinuddin Hasan

Ya Garib Nawaz Al Madad

Ap sabhi se guzarish hai is video ko sabhi whatsapp, facebook etc. ke sabhi groups me share kare aur video ko like kare

apne ab tak hamara channel subscribe nahi kiya hai to jarur subscribe kare aur Bell Icon per click kare taki video upload karte hi apko notification mil jaye aur ap hamare videos Aasani se dekh sake

Talib e Dua
Sag e Chishti

Комментарии

Информация по комментариям в разработке