Sitaron se aagy Jahan aur bhi hein- Kalam e Iqbal - Rahat Fateh Ali Khan (English Translation) Virsa

Описание к видео Sitaron se aagy Jahan aur bhi hein- Kalam e Iqbal - Rahat Fateh Ali Khan (English Translation) Virsa

➡️Since the holistic approach teaches us to consider everything in its entirety. The physical has been touched upon too often. In this video we shall nudge the soul and provoke ecstasy in our spirits. The words of Allama Iqbal combined with the magical voice of Rahat Fateh Ali Khan, a disciple of the legendary Nusrat Fateh Ali Khan, creates music that is indeed a treat to the soul.

➡️This Qawali 🎼 is primarily based on the poem from Baal e Jibraeel, "Sitaron se aagy jahan aur nhi hein" but the composers have included many other relevant verses of Iqbal from Iqbal's other works like Baang e Daraa.

#RahatFatehAliKhan #AllamaIqbal #EnglishTranslation

Kalam e Iqbal - Sitaron se aagy Jahan aur bhi hein - Rahat Fateh Ali Khan (English Sub) - Harf e Raz
Virsa Cultural Heritage Show
__________________________________________________________

🔸Faraib-E-Nazar Hai Sakoon-O-Sabaat
Tarapta Hai Har Zarra-E-Kainat
🔹Stability is an illusion of eyes,
For every atom in the world pulsates with change


🔸Theharta Nahin Karwaan-E-Wujood
Ke Har Lehza Hai Taza Shaan-E-Wujood
🔹The caravan of life does not halt anywhere,
For every moment life renews itself


🔸Samjhta Hai Tu Raaz Hai Zindagi
Faqat Zauq-E-Parwaaz Hai Zindagi
🔹Do you think life is great mystery?
No, it is only a desire to soar aloft


🔸Jawanon Ko Meri Aah-e-Sehar De
Phir In Shaheen Bachon Ko Baal-o-Par De
🔹Give to the youth my sighs of dawn;
Give wings to these eaglets again,

🔸Khudaya! Arzoo Meri Yehi Hai
Mera Noor-e-Baseerat Aam Kar De
🔹This, dear Lord, is my only wish
That my insights should be shared by all!

🔸Sitaron Se Agay Jahan Aur Bhi Hain
Abhi Ishq Ke Imtihan Aur Bhi Hain
🔹Other worlds exist beyond the stars
More tests of love are still to come

🔸Har Ek Maqam Se Agay Maqam Hai Tera
Hayat Zauq-e-Safar Ke Siwa Kuch Aur Nahin
🔹The goal that you presume is far and out of view:
What else can be this life but zeal for endless strife?

🔸Tehi, Zindagi Se Nahin Ye Fazaen
Yahan Saikron Karwan Aur Bhi Hain
🔹This vast space does not lack life
Hundreds of other caravans are here

🔸Qanaat Na Kar Alam-e-Rang-o-Bu Par
Chaman Aur Bhi Ashiyan Aur Bhi Hain
🔹Do not be content with the world of color and smell,
Other gardens there are, other nests, too

🔸Tu Hi Nadaan Chand Kaliyon Par Qinaat Kar Gya
Warna Gulshan Mein Alaj-e-Tangi-e-Damaan Bhi Hai
🔹O ignorant one! Only you became content with some flower buds
Otherwise in the garden there is also cure for the your little capacity!

🔸Agar Kho Gya Ek Nasheeman To Kya Gham
Maqamat-e-Aah-o-Faghan Aur Bhi Hain
🔹What is the worry if one nest is lost?
There are other places to sigh and cry for!

🔸Nishan Yehi Hai Zamane Mein Zinda Qoumon Ka
Ke Subha-O-Sham Badalti Hain In Ki Taqdeerain
🔹It is the sign of living nations
their fate changes day and night

🔸Na Pucho Mujh Se Lazzat Khanaman Barbad Rehne
Nasheman Sekron Main Ne Bana Kar Phoonk Dale Hain
🔹Do not ask me of the pleasure of remaining destitute
Hundreds of nests have been made and destroyed by me

🔸Tu Shaheen Hai, Parwaz Hai Kaam Tera
Tere Samne Asman Aur Bhi Hain
🔹You are an eagle, flight is your vocation:
You have other skies stretching out before you

🔸Nahin Tera Nasheman Qasr-e-Sultani Ke Gunbad Par
Tu Shaheen Hai, Basera Kar Paharon Ki Chatanon Mein
🔹Thy abode is not on the dome of a royal palace;
You are an eagle and should live on the rocks of mountains

🔸Guzar Auqat Kar Leta Hai Ye Koh-o-Biyaban Mein
Ke Shaheen Ke Liye Zillat Hai Kaar-e-Ashiyan Bandi
🔹The hawk lives out his days in rocks and desert,
Tame nest‐twig‐carrying his proud claws forswear

🔸Garcha Hai Dilkusha Bohat Husn-e-Farang Ki Bahar
Taeerik-e-Buland Baal, Dana-o-Daam Se Guzr
🔹Ravishing in its power is beauty in the West;
You bird of paradise, resist this earthly trap

🔸Jhapatna, Palatna, Palat Kar Jhapatna
Lahoo Garam Rakhne Ka Hai Ek Bahana
🔹To swoop, withdraw and swoop again
Is only a pretext to keep up the heat of the blood

🔸Prindon Ki Dunya Ka Dervaish Hun Mein
Ke Shaheen Banata Nahin Ashiyana
🔹I am the dervish of the kingdom of birds—
The eagle does not make nests

🔸Gye Din Ke Tanha Tha Main Anjuman Mein
Yahan Ab Mere Raazdaan Aur Bhi Hain
🔹Gone are the days when I was alone in company—
Many here are my confidants now
__________________________________________________________

Poetry & Translation from: https://iqbalurdu.blogspot.com/

➡️Support us:
♠   / mashamholistics  
➡️Follow us:
♠ https://www.mashamholistics.com
♠   / mashamholistics  
♠   / ma_sham_holistics  

Комментарии

Информация по комментариям в разработке