3 Best Notes Making Method 🔥 Toppers कभी नहीं बताएँगे | Study Tips | Study Motivation

Описание к видео 3 Best Notes Making Method 🔥 Toppers कभी नहीं बताएँगे | Study Tips | Study Motivation

3 Best Note making methods
Jis se notes banete waqt hi sari information brain me chap jayegi!
Aur jo har Topper ko pata hai!
sab chupa ke rakhte hai! Par Bar bata ta ko nahi
Method 1 Cornell Method Jis se notes bana ke
Lecture khatam hote he wo tumhe yad ho jayegi!
Apne page ko ese 3 parts Notes,Cues aur Summary me divide karke
Ab lecture ke bich yaha notes lo (Matlab Notes Section me)
Lecure ke bad yaha tumhe kya samaj aya 1 word me khilo
Aur ghar ja yaha uski summary bana do!
Method 2 Jis se Toppers lengthy subjects asani se yad kar lete hai
Toh page ke centre me ese main topics likh ke Uski 3 CHhize
definition, example aur formula ki branch method se
Ese Branchers bana do! (Ye basically mindmap hai but specific)
Aur Method 3 Jis se tum Physics jese complex subjectsAssani se samaj paoge
Jab tum Outline method se
Ese Page ke top pe main topic
uske niche bullet point se subtopic
Aur uske niche uske related koi fact ya keywords hierarchy me ese likhte jaoge

Комментарии

Информация по комментариям в разработке