⚠️Ya Muhammad Noore Mujassam | Urdu Naat Qawwali | Ghulam Farid Sabri (Lyrics & English Translation)

Описание к видео ⚠️Ya Muhammad Noore Mujassam | Urdu Naat Qawwali | Ghulam Farid Sabri (Lyrics & English Translation)

Performed By: Ghulam Farid Sabri Qawwal
Kalaam By: Adeeb Raipuri
Lyrics and Translations: Bhaijaan Yousufi
--
This video has taken more time and effort than any of my past video uploads so far. Probably due to several factors. First, this qawwali is to me, the most ICONIC of all Ghulam Farid Sabri's work. Ever since we were little children, we've been hearing this on the Audio Cassette Players. The strange thing is, that even though, most of the lyrics are in Urdu, besides Farsi and little Arabic...even most Urdu-speaking people don't know what is being sung. Partly because the singer kept the rhythm throughout the qawwali. Secondly, I suppose because the Urdu used by the poet Adeeb Sahib almost sounds like that of late 1800's Urdu. It doesn't sound like the current day Urdu at all.

Like most other qawwali, this too has many different poetries mixed in from that of Hazrat Ameer Khusro to Molana Jami and others. Please remember to post comments about these videos that I post. It's the only way, I'll know what my subscribers really want to hear. :)

Thank you for all the support.
--
Saare Aalam Ke Liye Tuhi Faqat Chaara Saaz
Ae Ke Tu Bandaae Aajiz Ke Liye Banda Nawaaz
Yeh Aankh Ro Ro Ke Talab Karti Hei Rehmat Teri
Dil Dhadakta Hei To Aati Hei Yehi Ek Aawaaz
--
(Haa Sahab...Awaaz)
Aankh Ro Ro Ke Talab Karti Hei Rehmat Teri
Dil Dhadakta Hei To Aati Hei Yehi Ek Aawaaz
(Aawaaz Samaat Farmaaein, Kya Aawaaz)
--
Ae Ke Tera Jamaal Hei
Ronaqe Mehfile Wujood
Ae Ke Teri Namood Hei
Jalwa Taraaze Hasto Bood
Yaade To Daade Lazzate
Zikre To Shoqe Mann Fuzoo
Tujh Pe Durood Aur Salam
Tujh Pe Salam Aur Durood
Salle Alaa Nibiyina
Salle Ala Muhammad
--
Ya Muhammad Noore Mujassam, Ya Habibi Ya Maulaaee
Tasveere Kamaale Muhabbat, Tanveere Jamaale Khudaee
--
Ya Muhammad Noore Mujassam
--
Ya Muhammad
--
Do Jahaan Fida Tere Naam Par
Hei Sukoon Fiza Tera Naam Bhi
Teri Zaat Par Ho Durood Bhi
Tere Naam Par Ho Salaam Bhi
Mujhe Apni Taabishen Ker Ataa
Tu Hei Mera Maahe Tamaam Bhi
Hei Lutti Lutti Meri Subbha Bhi
Hei Bujhi Bujhi Meri Shaam Bhi
--
Ya Muhammad Noore Mujassam, Ya Habibi Ya Maulaaee
Tasveere Kamaale Muhabbat, Tanveere Jamaale Khudaee
Ya Muhammad Noore Mujassam
--
Tera Wasf Bayaan Ho Kis Se
Teri Kon Kare Ga Badaayi
--
Muhammad Teri Kon Kare Ga Badaayi
Kamli Wale Teri Kon Kare Ga Badaayi
Madine Wale Teri Kon Kare Ga Badaayi
Sallallaah Teri Kon Kare Ga Badaayi
--
(Sabri Style Tones Down)
--
Ya Warafana Laka Zikrak
Teri Kon Kare Ga Badaayi
Ya Rehma Baitul Khairul Bashar,
Teri Kon Kare Ga Badaayi
--
Tera Wasf Bayaan Ho Kis Se
Teri Kon Kare Ga Badaayi
--
Khuda Ne Khench Ke Naqsha Rasoole Akram Ka
Yeh Keh Diya Tera Saani Nahi Tera Jawaab Nahi
--
Wa Shams Rukhe Zeba Hei Tera
Tu Noor Fishaane Aalam Hei
--
Roohul Ameen, Ae Mann Mohan
Taiba Dhani, Qosen Ke Rajeshwari
Chandar Mukhat, Suraj Baran
Nirkaar Jyoti Manhari
Mukhde Ko Tere Dekh Ker
Prabhu Ne Yeh Aasha Kari
Ae Chehraae Zebae To
Rashke Butaane Aazari
Har Chand Wasfat Mi Kunam
Dar Husne Zaan Bala Tari
--
Roohul Ameen Se Aik Din Kehne Lage Shahe Ummam
Tum Ne To Dekha Hai Jahaan, Batlaao To Kese Hein Hamm
Khush Ho Ke Yu Kehne Lage, Ae Shah Tere Rukh Ki Qasam
Aafaaq Ha Gardida Am, Mehre Butaan Warzida Am
Bisyaar Khubaan Deeda Am, Lekin Tu Cheeze Digari
--
Tu Noor Fishaane Aalam Hei
Wa Shams Rukhe Zeba Hei Tera
Tu Noor Fishaane Aalam Hei
Wal Layl Hei Teri Zulfe Duta
Tu Raahate Jaane Aalam Hei
Qaamat Ka Nahi Saya Hei Tere
Yeh Aqal Hi Kya Jo Tujhe Samjhe
Tu Laakh Bashar Apne Ko Kahe
Kuch Aur Gumaane Aalam Hei
--
Kyun?
--
Jalwe Tere Uss Waqht Bhi The, Kam Bhi Nahi The
Yeh Jab Ki Hein Baatein Ke Jab Aadam Bhi Nahi The
Khayaal Aaya Rab Ko Ke Dekhunga Khud Ko
To Khud Mein Se Khud Ek Tasveer Dhaali
Jo Dekha To Khud Ho Gaya Uss Pe Shaidah
Wo Tasveer Apne Muqabil Sajaali
Muraqqa Kiya Usko Har Har Adaa Se
Rakha Naam Uska Muhammad Khuda Ne
--
Khudi Apna Jalwa Khudi Uska Taalib
--
Aap Hi Maata, Aap Hi Pita, Aap Hi Goudan Haara
Apni Goud Mein Aap Hi Khelein Ban Ban Ke Nand Laala
Kahet Nawab Tori Suratya Laakhan Mein Anmol
Jab Keh Surat Aap Banaave Aap Hi Laha Lot Huwi Jaae
--
Yaare Mann Bakamaale Raanayi
Khud Tamashaao Khud Tamashayi
--
Dil Shevtaey Syadde Makki Madni Hei
Kya Husne Muqaddar Mera Allaaho Ghani Hei
Naqqaashe Azal Ne Kaha Tasveer Bana Kar
Aesi Koi Tasveer Banegi Na Bani Hei
--
Teri Kon Kare Ga Badaayi
--
Tera Wasf Bayaan Ho Kis Se
Teri Kon Kare Ga Badaayi
Iss Garde Safar Mein Gum Hei
Jibreele Ameen Ki Rasaay
Ya Muhammad Noore Mujassam, Ya Habibi Ya Maulaaee
Tasveere Kamaale Muhabbat, Tanveere Jamaale Khudaee
--
Yeh Range Bahaare Gulshan, Yeh Gul Aur Gul Ka Joban
Tere Noore Qadam Ka Dhovan, Iss Dhovan Ki Ranaayi
Ya Muhammad Noore Mujassam, Ya Habibi Ya Maulaaee
Ya Muhammad Noore Mujassam, Ya Habibi Ya Maulaaee
--
Ma Ajma Laka Teri Surat, Ma Ahsan Naka Teri Seerat
Ma Akma Laka Teri Azmat, Teri Zaat Mein Gum Hei Khudaee
--
Ya Muhammad Noore Mujassam, Ya Habibi Ya Maulaaee
Tasveere Kamaale Muhabbat, Tanveere Jamaale Khudaee
--

Комментарии

Информация по комментариям в разработке