Sab Ambiya Ke Saiyedo Sarwar Hazoor Hai Nusrat Fateh Ali Khan

Описание к видео Sab Ambiya Ke Saiyedo Sarwar Hazoor Hai Nusrat Fateh Ali Khan

teri sana ke khuda banda lazayaal hai tu yahi misaal hai teri ke bemisaal hai ktu
tera kamal hi duniya ke har kamaal mein hai yeh shaan teri ke har shaan mein kamaal hai tu
konain ka masjood hai mabood hai tu har shai teri shaahid hai ke mashhood hai tu
har ek ke lab par hai teri hamd o sana har souz mein har saaz mein maujood hai tu
har chand khataakaar gunahgaar hoon main jam e mai tauheed se sharsaar hun main
kuch aur nahin meri tamanna ya rap bas ik teri rehmat ka talabgaar hun main
tazeem se leta hai khuda naam e muhammad kya naam hai aye salle allah naam e muhammad
allah kare uspe haraam atishe do zakh jis shakhs ke ho dil pe likha naam e muhammad
sarware qayanat ke sadke paikar e bahayat ke sadke waja kono makan hai zaat unki zate waala safat ke sadke

sab ambiya ke sayyid o sarwar huzur hain mere rasool mere payambar huzur hain
meri najat unke karam par hai munhasir mehshar mein ek shaafa e mehshar huzur hain

gunahgaaron na ghabraao mehshar mein ek shaafa e mehshar huzur hain
aasi hun baksh dene ka waada kiya to hai jannat mujhe mile na mile aasra to hai

shams ud duha huzur hain badr ud duja huzur mujtaba mustafa muhammad hain
shah e har do sara muhammad hain kya bataaun kya muhammad hain husn ki ibtida muhammad hain ishq ki inteha muhammad hain

jisne dekhe nain matwaale tere maston mein khud wo na hoto kya kare ik nazar jo dekh le kehta paire mukh chand badar shah shaani e
maththe chamke laat noorani e kali zulf te ankh mastaani e makhmool akhin ehna mad brain os soorat nu main jaan akhan
jaan aage jaan jahan aakhan sach aakhan te rabb di shaan akhan jis shaan ton shaanan san baniyaan subhanallah mah ajmal ka
mah aasan ka mah akmal ka kithe mehr ali kithe teert sana gystaakh akhi kithe jaa lariyan

shams ud duha huzur hain badr ud duja huzur meri nazar mein noor ka paikar huzur hain

makhdoom e qayanaat hain maula e qayanaat sach toh yeh hai ke isse bhi badhkar huzur hain

mazhar hujhoom e gham mein na itna malool ho jab banda e khuda mere yaawar huzur hain....

Комментарии

Информация по комментариям в разработке