Pakistani Reaction on | Top 10 Most Viewed indian/bollywood Songs in 2020 on youtube Latest Reaction

Описание к видео Pakistani Reaction on | Top 10 Most Viewed indian/bollywood Songs in 2020 on youtube Latest Reaction

►►Please SUBSCRIBE My New Cannel LINK :    / @amazonbestseller1  

Original Video Link & Subscribe Them:- ►►    • Top 10 Most Viewed Songs in India | M...  

►►►If you have any issue with our video please kindly message at [email protected] will remove the video.

Follow me on Facebook jahangir :   / muhammad.jahangir.5836711  

Follow me on Instagram Jahangir :   / jahangir699  

-------------►►subscribe my new channel :   / @amazonbestseller1  


►Copyright Disclaimer Under Section 107 of the Copyright Act 1976, allowance is made for "fair use" for purposes such as criticism, comment, news reporting, teaching, scholarship, and research. Fair use is a use permitted by copyright statute that might otherwise be infringing. Non-profit, educational or personal use tips the balance in favor of fair use.
#TRENDING#netflix#zee5#amazonprime

This video is about the top 10 most viewed songs on youtube. 10) DILBAR from Satyameva Jayate = is list me dashve number par hai Satyaeva Jayate film ka Dilbar song. Is gaane ko 669M baar ab tak dekha ja chuka hai. Iske alawa is gaane ko 2.3M likes bhi mile jo ye batate ki logon ne is song ko kitna pasand kiya hai. Is gaane ko Neha Kakkar, Dhvani Bhanushali aur Ikka jaise artists ne apni aawaz di hai. jabki iska music diya hai Tanishq Bagchi ne. Iske lyrics likhe hai Shabbir Ahemd aur Ikka ne.

9) Aankh Marey Lyrical from Simmba = Yah Hamari List me Nauve number hai. Is video ko YouTube par 706M views mil chuke hai aur iske views samay ke saath kaafi tezi se badh rhe hai. Is gaane me bhi Tanshiq Bagchi ne hi music diya hai aur isko gaaya hai Neha Kakkar, Mika Singh aur Kumar Sanu ne. Is ke lyrics bhi Shabbir Ahmed ne hi likhe hai. Yah ek party song hai isliye jab yah gaana release hua to har party aur har disco me yah bajaya jaane laga jisse iski lokpriyata kaafi tezi se badhi.

8) Rowdy Baby from Maari 2 - Ab Hamari List me jagah banayi hai South ke superstar kahe jaane waale Dhanush ke upar filmaye gaye gaane Rowdy baby ne. Yah gaana South me kaafi lokpriya hua aur is wajah se is music video par 730 Million views ho chuke hai. Is gaane ko Dhanush ne khud awaaz di hai. Dhanush ke saath is song ko Dhee ne gaaya hai. Jabki is gaane ko compose kiya hai Yuvan Shankar Raja ne. Iske lyrics likhe Poetu Dhanush ne.

7) हनुमान चालीसा Hanuman Chalisa by GULSHAN KUMAR = aapko shayad yakeen na ho par "Hanuman Chalisa" bhi kaafi lokpriya video hai. Is music video par 776 Million music hai. Aur yah numbers kaafi tezi se badh rhe hai. Yah video T series Bhakti Sagar ke channel par upload kiya gaya hai jis par 25M subscribers hai. Is bhajan ko gaaya hai Hariharan ne jabki iskko compose kiya hai lalit sen,Chander ne. Yah is list me ekmatra music video hai jo Bhakti category se aata hai.

6) Swag Se Swagat from Tiger Zinda Hai = Agar Hum top songs ki baat kr rhe hai to aesa to ho hi nahi sakta ki usme Salman Khan Ki film ka koi gaana na ho. Swag se swagat Salman Khan ki blockbuster film Tiger Zinda hai ka gaana hai. Is music video me Salman Khan Ke saath Katrina Kaif apne kamal ke dancing moves dikhati huyi najar aa rahi. Is gaane par agar views ki baat ki jaaye to swag se swagat par 798M views hai aur jaldi hi yah 800M ka aankada chhoone waala hai. Iske saath hi is gaane par 2.9M likes hai jo ki apne aap me gaane ki lokpriyata darshata hai.

5) Lahore By Guru Randhawa = Aap bhale hi Punjabi Music ke fan ho ya nahi par ek vvyakti aesa hai jisne Punjabi music industry ko doosre level par pahuncha diya hai.

4) Zaroori tha By Rahat Fateh Ali Khan = Number 4 par hai Rahat Fateh Ali Khan ka Zaroori tha gaana. Yah ek romantic song hai jisko 8 June 2014 ko release kiya gaya tha. Is gaane ko Gauhar khan aur Kushal Tondon ke upar filmaya gaya tha aur donon hi is gaane me kaafi kamaal ki acting krte huye najar aaye. Is gaane ko awaaz di jaane maane pakistani singer Rahat Fateh Ali Khan ne jabki is gaane me music tha Sahir Ali Bagga ka. Wahin iske lyrics likhe the Khalil-ur-Rehman Qamar ne.

3) High Rated Gabru by Guru Randhawa = Guru Randhawa aaj kitne popular ho chuke hai. Is baat ka andaaza aap is baat se laga skte hai ki unka gaaya hua ek aur gaana is list me hai. High rated Gabru 3 July 2017 ko aaya. Is gaane ko YouTube par ab tak 857 million views mil chuke hai.

2.) Mile Ho tum humko By Neha Kakkar & Tony Kakkar = Jab bhi popular gaano ki baat hoti hai tab hum Neha Kakkar ko kabhi nahi bhool sakte. Kyunki Neha Kakkar ne Apne chhote se career me hi kayi superhit gaane diye hai. Jinme Aankh Marey, Dilbar Dilbar aur Mile Ho tum Humko jaise gaane shaamil hai. Wahin inke alawa inke bhai Tony Kakkar bhi popular gaane

1) Laung Laachi By Mannat Noor = Kaun soch sakta hai Ki Ek Punajbi gaana is list me pehle number par hoga? Laung Laachi 21 February 2018 ko T-series Apna punjab ke channel par upload kiya gya.

Комментарии

Информация по комментариям в разработке