Uska Hi Bana (Slowed + Reverb) -Arijit singh| Sourav Verma Sad broken song

Описание к видео Uska Hi Bana (Slowed + Reverb) -Arijit singh| Sourav Verma Sad broken song

Hi Guys !

♡ ㅤ ❍ㅤ ⎙ㅤ ⌲
ˡᶦᵏᵉ ᶜᵒᵐᵐᵉⁿᵗ ˢᵃᵛᵉ ˢʰᵃʳᵉ


🎧 Use Headphones And Feel The Music 🎧
Audio: sourav verma music
visual - sourav verma


Subscribe 🔔 to us on:-
instagram -  / iamsourav_verma  
facebook -  / sourav.verma.547  
youtube -   / @souravvermaofficial7  
l


#uskahibana #arijitsingh
#souravverma #sadsongs #romanticsongs #lofisongs #romanticlofi #newlofisongs #slowedsongs #slowedandreverbsongs #slowedandreverb #lofi #indianlofi #lofisongs #hindilofi #sadlofi
Arijit singh slowed reverb lofi #uskahibanalofisong
bollywood slowed reverb lofi horror movie

Note:-all the music/songs used in the video belongs to the respected owners and I am not the owner of any music/song used in the video.

Music Cradits/_
Singer – Arijit Singh
Lyrics – Junaid Wasi
Music – Chirantan

Meri qismat ke har ek panne pe
Mere jeete jee, baad marne ke
Mere har ek kal, har ek lamhe mein
Tu likh de mera use
Har kahani mein, saare kisson mein
Dil ki duniya ke, sachche rishton mein
Zindgaani ke saare hisson me
Tu likh de mera use

Aye Khuda, aye Khuda jab bana Uska hi bana
Aye Khuda, aye Khuda jab bana uska hi bana
Uska hoon, usmein hoon
Us-se hoon usi ka rehne de
Main to pyaasa hoon hai dariya wo
Zariya wo jeene ka mere
Mujhe ghar de, gali de, shehar de
Usi ke naam ke Kadam yeh chalein ya rukein
Ab usi ke vaste
Dil mujhe de agar dard de uska par
Uski ho wo hansi goonje jo mere ghar
Aye Khuda, aye Khuda jab bana uska hi bana
Aye Khuda, aye Khuda jab bana uska hi bana

Mere hisse ki khushi ko, hansi ko
Tu chaahe aadha kar
Chahe lele tu meri zindagi
Par yeh mujhse vaada kar
Uske ashkon pe, ghamon pe, dukhon pe
Har uske zakhm par
Haq mera hi rahe har jagah har ghadi
Haan umra bhar
Ab faqat ho yehi wo rahe mujhmein hi
Wo juda kehne ko bichde na par kabhi
Aye Khuda, aye Khuda jab bana uska hi bana
Aye Khuda, aye Khuda jab bana uska hi bana

Meri qismat ke har ek panne pe
Mere jeete jee, baad marne ke
Mere har ek kal, har ek lamhe mein
Tu likh de mera use
Aye khuda, aye Khuda, aye Khuda
Aye Khuda, aye Khuda

Комментарии

Информация по комментариям в разработке