Drinking KESAR WATER will Change Your Life ! ⭐️ Saffron Benefits for Skin and Health | Ramsha Sultan

Описание к видео Drinking KESAR WATER will Change Your Life ! ⭐️ Saffron Benefits for Skin and Health | Ramsha Sultan

Organic Harvest Aloe Vera Gel infused with Saffron

Buy from Website-
Organic Harvest Aloe Vera Gels-https://bit.ly/3ID2jUK
Coupon Code- Use Code 'RAMSHA25' & get 25% off & a Vitamin C Sheet Mask Free worth Rs.125/-

Buy from Amazon-
Organic Harvest Aloe Vera Gels- https://amzn.to/3b4Vv5Y

Health Benefits of Saffron - Kesar ke Fayede

Agar aap 2-3 kesar ke strands roz ek glass paani mai dalkar piye toh aap andaza bhi nahi laga sakte ki apko isse kitna fayeda hoga.

Kesar is full of nutrients
Vitamin A , Folic Acid , Copper , Potassium, Calcium, Manganese, Iron, Zinc , Magnesium jaise nutrients hote hain jo hame kayi sari beemariyo se bacahane mai madad karte hain .

Agar aap hairfall ko door karna chahte hain toh apko rozana kesar ka pani peene chahiye
Kesar mai anti oxidant paya jata hai joki baalo ki jadu ko mazboot banane ka kaam karta hai
Follicles ko heal karke baalo ko mazboot banate hain

Kesar Mood swings theek karte hain and helps with anxiety and depression
kesar dopamine production ko badata hai
Brain stress ko reduce karta hai
Acchi neend aane ke liye bhi mana jata hai

Weight loss
Metabolism ko tez karta hai aur body mai jama hue fat ko gholta hai

Kesar ankho ke liye bahut accha hota hai
Age ke saath badne vali aankho ki problem ko theek rakhne mai madad karta hai aur ankho ki roshni tez karne mai madad karta hai
Flavanoids

Saffron is an excellent brain tonic
Ye dimag ko healthy rakhta hai aur memory bhi badata hai
Isme maujood Vitamin B6 hamare nervous system ko healthy rakhte hain.

Kesar heart ko healthy rakhne mai madad karta hai. Isme maujood anti oxidants bad cholesterol aur Blood pressure comtrol karne mai madad karte hain
Aur heart attack aur steoke ke chances kam ho jate hain.

Diabetes, Cancer, Liver Issues, Digestion Problems Joint Pain aur Body mai kisi bhi tarah ki soojan ko band karta hai.
Period Pains aur Pregnancy ki gastral issues ko bhi theek rakhta hai

Kesar ka pani skin le liye bahut accha hota hai
Har din ek glass kesar ka pani pene se skin mai rosy glow aata hai aur pimples ki problem kam hoti hai
Skin complexion ko nikharta hai aur skin ko soft karta hai

Kesar ko peene ke saath saath aap isse skin aur hair mai laga bhi sakte hain.
But home remedies banane ke process mai bahut kesar waste ho jata hai.
I recently came across the Newly Launched Organic Harvest Aloevera gel infused with Saffron.

I hope apko ye video helpful laga hoga
Please subscribe to my channel for more useful videos.



#ramshasultan #ramshasultankhan #kesar #saffron #beautytips #healthbenefits #skincaretips #healthylifestyle #whatsappstatus #foryou #trending #shorts #youtubeindia #urdu #hindi #organicharvest

Комментарии

Информация по комментариям в разработке