New Nohay 2024 | Hasta Basta Ye Ghar Mera | Mohammad Ali Moshi | New Noha | Muharram Nohay 2024/1446

Описание к видео New Nohay 2024 | Hasta Basta Ye Ghar Mera | Mohammad Ali Moshi | New Noha | Muharram Nohay 2024/1446

New Nohay 2024 | Hasta Basta Ye Ghar Mera | Mohammad Ali Moshi | New Noha | Muharram Nohay 2024/1446 | New Noha 2024 | Muharram Nohay 2024/1446

Bismillahir-Rahmanir-Rahim 🏴

Noha - HASTA BASTA YE GHAR MERA
Poet - JANAB ZEESHAN ABIDI
Composition - Janaba Nayyer Abbas
Audio - ODS STUDIO
Video - SRS
Video Editing - SYED ALI MURTAZA
Creative - MINHAAJ GRAPHICS

Recite Sura e Fateha for the following Marhumeens

1. Marhum Sheikh Muhammad Khan
2. Marhum Yusuf shafiqali khaki
3. Marhum suhailali mohammed karim
4. Marhum zahidabbas mohammad kanji
5. Marhum Salman Damji
6. Marhum Fidahussein Khaki & Family

--------------------------------------------------

#newnoha2024 #hastabastayegharmera #mohammadalimoshi #imamhussain #bibizainab #karbala #nohay2024 #newnohay2024 #muharram1446 #muharram #muharramnohay #newnoha #yahussain #shia #matamdari #muharram2024 #muharramnohay2024

🔸Join our Official WhatsApp group*

https://chat.whatsapp.com/LuuNjUjBcch...

🎗️ LIKE | SHARE | SUBSCRIBE 🎗️

LYRICS:


Hansta Basta Yeh Ghar Mera Ujarr Gaya Hai Ay Baba Haaye Baba

Saamne Mere Bhai Ka Sookha Gala Kata Hai Ay Baba Haaye Baba

Jiske Sahare Aii Thi Main Margaya Wo Ghazi Darya per
Hath Kate Hain Paon Juda Hai Gurz se Jiska Zakhmi Hai Sar
koi Nahi Tha Chehre kay bal wo jab gira hai Ay Baba Haaye Baba

Aapne Shab mein Mujhko Madine se Jab Kofa Bulwaya tha
Apki Parde Wali beti Bhooli nahi Jo Samjhaya tha
Door Watan se Ab wohi Zainab Be Parda Hai Ay Baba Haaye Baba

Nazon se jisko Pala Maine Wo Athara Saal ka Akbar
Seene pe apne Barchi Khaye Tarap Raha tha Garm Zameen per
sath hi uske mar jati main Yehi Dua Hai ay Haaye Baba

Baap se Beti Lipti hui thi shimr ne Balon se jab khencha
Bhai Ka Zakhmi Be sar Lasha Saamne mere Tarap raha tha
Tamancha Khakar Meri Sakina Ne Jab Kaha Hai Ay Baba Haaye Baba

Bhai Hassan ki tha wo Nishani Naam tha Qasim jiska Baba
Hath mein uski Mehndi Uthaaye Bathi hui hai Kab se Farwa
Han Wohi Qasim Ture Hokar Bikhar Gaya hai Ay Baba Haye Baba

Haaye wo Mera Nannha Asghar Peron pe jo Chal Bhi na Paya
Teen dinon ki pyaas mein usne sookhe gale per Teer bhi khaya
Sar hi Nahi Naize per uska Badan Utha hai Ay Haaye baba

Maar Gaya Jeete jee usko Bhai Ka Gham Zeeshan aur moshi
Own O Muhammad ko Nahi Roi Sirf wo Rokar ye Kehti thi
Zainab Zainab Kab hai Jab se Bhai Gaya Hai ay Baba Haaye baba

Комментарии

Информация по комментариям в разработке