Aate Jate Khoobsurat Awara (Karaoke Version) Anurodh (1977) Kishore Kumar (super hit songs)

Описание к видео Aate Jate Khoobsurat Awara (Karaoke Version) Anurodh (1977) Kishore Kumar (super hit songs)

Karaoke sing along of “Aate Jate Khoobsurat Awara” Kishore Kumar by karaoke music company.

Stay tuned for brand new karaoke videos by subscribing here:    / @karaokemusiccompany5190  

गाना / Title: आते जाते खूब्सूरत आवारा - Aate Jate Khoobsurat Awara
चित्रपट / Film: अनुरोध-(Anurodh) 1977
संगीतकार / Music Director: लक्ष्मीकांत - प्यारेलाल-(Laxmikant-Pyarelal)
गीतकार / Lyricist: आनंद बक्षी-(Anand Bakshi)
गायक / Singer(s): किशोर कुमार-(Kishore Kumar)

Aate Jate Khoobsurat Awara song lyrics:

Hmm
Aate Jate Khubsurat Awara Sadkon Pe
Kabhi Kabhie Ittefaq Se
MUSIC
Aate Jate Khubsurat Awara Sadkon Pe
Kabhi Kabhie Ittefaq Se
Kitne Anjaan Log Mil Jaatein Hain
Un Me Se Kuch Log Bhool Jaate Hain
Kuch Yaad Reh Jaate Hain
Un Me Se Kuch Log Bhool Jaate Hain
Kuch Yaad Reh Jaate Hain
Aate Jate Khubsurat Awara Sadkon Pe
Kabhi Kabhie Ittefaq Se
Kitne Anjaan Log Mil Jaatein Hain
Un Me Se Kuch Log Bhool Jaate Hain
Kuch Yaad Reh Jaate Hain
Un Me Se Kuch Log Bhool Jaate Hain
Kuch Yaad Reh Jaate Hain
INTERLUDE
Aawaz Ki Duniya Ke Doston
Kal Raat isi Jagah Mujhko
Kis Kadar Yeh Haseen Khayal Mila Hai
Raah Mein Ek Reshmi Rumal Mila Hain
Kis Kadar Yeh Haseen Khayal Mila Hai
Raah Mein Ek Reshmi Rumal Mila Hain
Jo Giraya Tha Kisine Jaankar
Jiska Ho Le Jaaye Wo Pehchankar
Warna Mai Rakh Lunga Usko Apna Jankar
Kisi Husn Wale Ki Nishani
Maankar Nishaani Maankar
Hanste Gaate Logon Ki Bato Hi Bato Me
Kabhi Kabhie Ek Mazaaq Se
Kitne Jawaan Kisse Ban Jaate Hai
Un Kisso Mein Chund Bhool Jate Hai
Chund Yaad Reh Jaate Hain
Un Me Se Kuch Log Bhool Jaate Hain
Kuch Yaad Reh Jaate Hain
INTERLUDE
Taqdeer Mujhpe Meherbaan Hai
Jis Shaukh Ki Yeh Daastaan Hai
Usne Bhi Shayad Yeh Paigham Suna Ho
Mere Geeto Me Apna Naam Suna Ho
Usne Bhi Shayad Yeh Paigham Suna Ho
Mere Geeton Mein Apna Naam Suna Ho
Door Baithi Yeh Raaz Wo Jaan Le
Meri Aawaz Ko Pehchaan Le
Kash Phir Kal Raat Jaisi Barsat Ho
Aur Meri Uski Kahin Mulaqaat Ho
Mulaaqat Ho
Lambi Lambi Rato Me Neend Nhi Jab Aati
Kabhi Kabhie Iss Firaaq Se
Kitne Haseen Khwab Ban Jaate Hain
Un Me Se Kuch Khwab Bhool Jate Hai
Kuch Yaad Reh Jaate Hain
Un Me Se Kuch Log Bhool Jaate Hai
Kuch Yaad Reh Jaate Hain
Aate Jate Khubsurat Awara Sadkon Pe
Kabhi Kabhie Ittefaq Se
Kitne Anjaan Log Mil Jaatein Hai
Un Me Se Kuch Log Bhool Jaate Hai
Kuch Yaad Reh Jaate Hain

All lyrics are property and copyright of their owners. All the lyrics are provided for educational purposes only.

GENRES:
#Music #Songs #studymusic #Bhajan #Bhangra #Birthday #Classical #Dance #Dream #Engagement #Festivals #Folk #Friendship #Funny #Happy #Hip-hop #Item #Numbers #Kids #Love #Marriage #Masti #Motivational #Mujra #Party #Patriotic #Philosophical #Playful #Pop #Qawwali #Rain #Religious #Rock #Sad #Sensual #Sharaabi #Sufi

Комментарии

Информация по комментариям в разработке