Na Manzil Hai Na Manzil Ka Nishan Hai | Dil E Umeed Tora | Nusrat Fateh Ali Khan

Описание к видео Na Manzil Hai Na Manzil Ka Nishan Hai | Dil E Umeed Tora | Nusrat Fateh Ali Khan

Apni kahani kesy kahein gy

Apni kahani kesy kahein gy

 

Dil e umeed torra hai kisi ny

Dil e umeed torra hai kisi ny

Dil e umeed torra hai kisi ny

Dil e umeed torra hai kisi ny

 

Apni kahani kesy kahein gy

Apni kahani kesy kahein gy

 

Apni kahani kesy kahein gy

Apni kahani kesy kahein gy

Na manzil hai na manzil ka nishan hai

Na manzil hai na manzil ka nishan hai

Na manzil hai na manzil ka nishan hai

 

Kahan py laa ky chorra hai kisi ny

Kahan py laa ky chorra hai kisi ny

Dil e umeed torra hai kisi ny

Dil e umeed torra hai kisi ny

Qafas ki teeliyan rangeen kiun hain

Qafas ki teeliyan rangeen kiun hain

Qafas ki teeliyan rangeen kiun hain

Yahan py sar ko phorra hai kisi ny

Yahan py sar ko phorra hai kisi ny

Dil e umeed torra hai kisi ny

 

Shab e gham ki sahar nahi hoti

Ho bhi to mery ghar nahi hoti

Zindagi tu hi mukhtasar hoja

Shab e mukhtasar nahi hoti

 

Main oonchi shaajron sy pochta hon

Main oonchi shaajron sy pochta hon

Main oonchi shaajron sy pochta hon

Ky toota dil bhi jorra hai kisi ny

Dil e umeed torra hai kisi ny

Dil e umeed torra hai kisi ny

Apni kahani kesy kahein

Apni kahani kesy kahein

Apni kahani kesy kahein

Piyar ki aag mein jalty rahein

Piyar ki aag mein jalty rahein

Apni kahani kesy kahein

Apni kahani kesy kahein

#dil_e_ummid #manzil #nusrat_fateh_ali_khan

Комментарии

Информация по комментариям в разработке