A beautiful Manqabat recited by Meer Hassan Meer
Har nafas har ghari, mere dil sey yehi, Arahi hai Sadaa
Ya Imam-e-Raza, Ya Imam-e-Raza, Ya Imam-e-Raza (X2)
1) Teri azmate pey bhala, kyun na dala lat banta
sher kaleen ka kistarha na zinda hota
hai haqiqat yehi, teri marzi mei hi, hai khuda ki riza
Ya Imam-e-Raza, Ya Imam-e-Raza, Ya Imam-e-Raza
2) Gher mumkeen ko yun hote huwe dekha mumkeen
Jagti ankhon se jannat mei guzare kaheen deen
usko kya ho yakeen, jisney dekha nahin, kabhi rowza tera
Ya Imam-e-Raza, Ya Imam-e-Raza, Ya Imam-e-Raza
3) Aap key Mash'had se jo palta hun to mere Mohseen
Sans lena mujhe acha nahin lagta mumkeen
Phir bhi hai ye sukoon, mein kaheen bhi rahun, dil wahi hai mera
Ya Imam-e-Raza, Ya Imam-e-Raza, Ya Imam-e-Raza
4) kaisse samjenga zamana tere naukar ki haden
tere maruf mei banti hai samandar ki hadein
parthe tufaan ka, rukh badalta gaya, ussne jabji sada
Ya Imam-e-Raza, Ya Imam-e-Raza, Ya Imam-e-Raza
5) Mera Iss waqt, tere dar pei nazar hai Maula
Par tujhe meri museebat ki khabar hai Maula
Dur Uftaad kar, meri imdaad kar, tu hai mushkil Kucha
Ya Imam-e-Raza, Ya Imam-e-Raza, Ya Imam-e-Raza
6) Iltija aap sey karta hun Imam-e-Hashtum
unke sadqe mei jinhe kehte hai Masuma-e-Qum
Jo Pareshaan hai, jald kardijiye, uski hajat rawaan
Ya Imam-e-Raza, Ya Imam-e-Raza, Ya Imam-e-Raza
Ya Imam-e-Raza, Ya Imam-e-Raza, Ya Imam-e-Raza X2
Информация по комментариям в разработке