Aitbaar Nahi Karna - 4K Video | Qayamat | Ajay Devgan & Neha Dhupia | 90's Bollywood Romantic Song

Описание к видео Aitbaar Nahi Karna - 4K Video | Qayamat | Ajay Devgan & Neha Dhupia | 90's Bollywood Romantic Song

Movie/album: Qayamat: City Under Threat



Singers: Abhijeet Bhattacharya, Sadhana Sargam


Song Lyricists: Sameer


Music Composer: Nadeem Saifi, Shravan Rathod


Music Director: Nadeem Saifi, Shravan Rathod


Music Label: Venus Records


Starring: Ajay Devgan, Sunil Shetty, Sanjay Kapoor, Arbaaz Khan, Isha Koppikar, Riya Sen, Neha Dhupia, Aashish Chaudhary


Release on: 11th July, 2003


Song Lyrics:👇


Main uske liye mar chuki hoon
Woh bhi aap ke yaadon
Mein pal pal mar rahan hai
To kehdo use ke un yaadon
Ki cheeta bana ke jalade
Us cheeta se uthta dhua bhi
Aap ke pyaar ka hi hoga
Aitbaar nahin karna
Intezaar nahin karna
Aitbaar nahin karna
Intezaar nahin karna
Had se bhi zyaada tum
Kisi se pyaar nahin karna
Had se bhi zyaada tum
Kisi se pyaar nahin karna
Ikraar nahin karna
Jaan-nisaar nahin karna
Had se bhi zyaada tum
Kisi se pyaar nahin karna
Had se bhi zyaada tum
Kisi se pyaar nahin karna




Manzile bichad gayi
Raaste bhi kho gaye
Aaye phir na lautke
Jo deewaane ho gaye
Chaahaton ki bebasi
Doorio ke gum mile
Bekaraariya mili
Chain yaar kam mile
Bekaraar nahi karna
Intezaar nahin karna
Had se bhi zyaada tum
Kisi se pyaar nahin karna
Had se bhi zyaada tum
Kisi se pyaar nahin karna




Koi to wafa kare
Koi to jafa kare
Kisko hai pata yaha
Kaun kya khata kare
Aisa na ho ishq mein
Koi dil ko tod de
Beech raah mein sanam
Tera saath chod de
Izhaar nahin karna
Intezaar nahin karna
Had se bhi zyaada tum
Kisi se pyaar nahin karna
Had se bhi zyaada tum
Kisi se pyaar nahin karna
Aitbaar nahin karna
Intezaar nahin karna
Had se bhi zyaada tum
Kisi se pyaar nahin karna
Had se bhi zyaada tum
Kisi se pyaar nahin karna.

Комментарии

Информация по комментариям в разработке