Watan ki raah mein..Shaheed1948_ Dilip& Kamini K_Rafi_Khan Mastana _Raja MA Khan Ghulam Haidar_a tri

Описание к видео Watan ki raah mein..Shaheed1948_ Dilip& Kamini K_Rafi_Khan Mastana _Raja MA Khan Ghulam Haidar_a tri

Song : Watan ki raah mein watan ke naujawaan shaheed ho..
Movie : Shaheed (1948),
Singers : Mohammad Rafi,Khan Mastana,
Lyricist : Raja Mehdi Ali Khan,
Music Director : Ghulam Haider,
Writer/Director : Ramesh Saigal,
Cast :Dilip Kumar, Kamini Kaushal, Chandra Mohan and Leela Chitnis,
production Banner : Filmistan Ltd.
Lyrics :-

Part I

watan ki raah mein watan ke naujawaan shaheed ho
watan ki raah mein watan ke naujawaan shaheed ho
pukaarte hain ye zameen-o-aasmaan shaheed ho
pukaarte hain ye zameen-o-aasmaan shaheed ho
watan ki raah mein watan ke naujawaan shaheed ho
watan ki raah mein watan ke naujawaan shaheed ho

shaheed teri maut hi
shaheed teri maut hi tere watan ki zindagi
tere lahu se jaag uthegi is chaman ki zindagi
tere lahu se jaag uthegi is chaman ki zindagi
khilenge phool us jagah pe tu jahaan shaheed ho,
khilenge phool us jagah pe tu jahaan shaheed ho,
watan ki raah mein watan ke naujawaan shaheed ho
watan ki raah mein watan ke naujawaan shaheed ho

ghulaam uth watan ke dushmanon se intaqaam le
in apne donon baajuon se khanzaron kaa kaam le
chaman ke waaste chaman ke baagbaan shaheed ho,
watan ki raah mein watan ke naujawaan shaheed ho
watan ki raah mein watan ke naujawaan shaheed ho

pahaad tak bhi kaanpne lage tere junoon se
tu aasmaan pe inqalaab likh de apne khoon se
khoon se
zameen nahin teraa watan hai aasmaan shaheed ho,
zameen nahin teraa watan hai aasmaan shaheed ho,
watan ki raah mein watan ke naujawaan shaheed ho
watan ki raah mein watan ke naujawaan shaheed ho

———————--
Part II

watan ki raah mein watan ke naujawaan shaheed ho
watan ki raah mein watan ke naujawaan shaheed ho
pukaarte hain ye zameen-o-aasmaan shaheed ho
watan ki raah mein watan ke naujawaan shaheed ho

watan ki laaj jisko thi
watan ki laaj jisko thi azeej apni jaan se
wo naujwaan jaa rahaa hai aaj kitni shaan se
is ik jawaan ki khaak par har ik jawaan shaheed ho
watan ki raah mein watan ke naujawaan shaheed ho

hai kaun khushnaseeb maan ki jiskaa ye chiraagh hai
chiraagh hai
wo khushnaseeb hai kahaan ye jiske sar kaa taaj hai
amar wo desh kyun na ho ki tu jahaan shaheed ho,
watan ki raah mein watan ke naujawaan shaheed ho..

shaheed teri maut hi tere watan ki zindagi
tere lahu se jaag uthegi is chaman ki zindagi
zindagi
khilenge phool us jagah pe tu jahaan shaheed ho,
watan ki raah mein watan ke naujawaan shaheed ho
watan ki raah mein watan ke naujawaan shaheed ho

shaheedon ki chitaaon par lagenge har baras mele
watan pe mitne waalon ka yahi naam o nishaan hogaa..

Shaheed (शहीद, "The Martyr") is a 1948 Bollywood film, written and directed by Ramesh Saigal. The film depicts India's struggle for independence. It starred Dilip Kumar, Kamini Kaushal, Chandra Mohan, and Leela Chitnis. It had music by Ghulam Haider. Shaheed was the highest grossing Indian movie of 1948.

This was actor Chandra Mohan's last screen appearance. He had earlier appeared in Pukar, directed by Sohrab Modi, Humayun and Roti, both directed by Mehboob Khan, and Stree, directed by V. Shantaram.

Film synopsis..
Ram, a young man, wishes to participate in India's freedom struggle. However, he faces opposition from his father and a police officer, who is also vying for his girlfriend's hand

Storyline..
Circa 1940s India, a young freedom fighter Ram [Dilip Kumar] faces opposition from his own father Raibahadur Dwarakadas [Chandra Mohan] as well as an ambitious police officer Vinod [Ram Singh], who is also his rival for affection of a mutual childhood sweetheart Sheila [Kamini Kaushal].

Casting...
Dilip Kumar as Ram
Kamini Kaushal as Sheela
Chandra Mohan as Rai Bahadur Dwarkadas
Leela Chitnis as Mrs. Dwarkadas
V. H. Desai as Hemant Rai
S. L. Puri
Ram Singh as Vinod
Prabhu Dayal as Gopal
Raj Adib
Shashi Kapoor as Young Ram
N. Kabir as Young Vinod
Baby Anwari as Young Sheela

Music Director.. Ghulam Haider,
lyricists ..Raja Mehdi Ali Khan and Qamar Jalalabadi.
Songs "Watan ki Raah Mein Watan Ke Naujawan Shaheed Ho" and "Badnaam Na Ho Jaaye Mohabbat Ka Fasana" have gained their popularity even after 74 years of the film's release(.2022 edited)

1. "Aaja Bedardi Baalma" Raja Mehdi Ali Khan Geeta Dutt 03:24
2. "Aana Hai To Aa Jao" Qamar Jalalabadi Surinder Kaur 02:23
3. "Bachpan Ki Yaad" Qamar Jalalabadi Lalita Dewoolkar 02:32
4. "Badnaam Na Ho Jaaye" Qamar Jalalabadi Surinder Kaur 03:39
5. "Hum Kahan Aur" Raja Mehdi Ali Khan Surinder Kaur 02:48
6. "Kadam Utha Kar" Raja Mehdi Ali Khan Lalita Dewoolkar 03:08
7. "Watan Ki Raah Mein" Raja Mehdi Ali Khan Khan Mastana, Mohammed Rafi 03:22
Total length: 21:16

Комментарии

Информация по комментариям в разработке