Hai Isi Mein Pyaar Ki Aabru | Mayur Soni | Anpadh1962 | Lata Mangeshkar | Madan Mohan | Mala Sinha

Описание к видео Hai Isi Mein Pyaar Ki Aabru | Mayur Soni | Anpadh1962 | Lata Mangeshkar | Madan Mohan | Mala Sinha

Song: hai isi mein pyaar ki aabru..
Film : Anpadh,1962,
Singer: Lata Mangeshkar,
Lyricist : Raja Mehdi Ali Khan,
Music Director : Madan Mohan,
Director: Mohan Kumar,
Cast: Mala Sinha, Balraj Sahni, Dharmendra,Shashikala,Bindu,Nasir Hussain,Shaminder,Dhumal,
Production Co:Kiron Productions

►Here Presented By | Honey Tune Band

►Music Orchestration | Mayur Soni ( Honey Tune Band )

►SUBSCRIBE Channel Enjoy Free Music...
https://www.youtube.com/channel/UCf_c...

►Click to Watch More Songs https://www.youtube.com/channel/UCf_c...

►For all the Bookings and Enquirers please contact
+919879292136

►Email
[email protected] / [email protected]

____________________________________________________________

►Follow me on
►Facebook |   / honeytuneband  
►Facebook |   / mayur.soni.146  
►Instagram |   / mayursoni_  
►Twitter | https://twitter.com/
_____________________________________________________________

#80Hindisongs#90sHindiSongs#kumarsanuSongs#mukeshsongs#latamangeshkarSongs#Rafisongs#Kishorekumarsongs #HindifilmiSongs #bollywoodsongs #romanticSongs #HDSongs #GaaneSuneAnsune#


hai isi mein pyaar ki aabru
wo zafaa karen main wafaa karoon
jo wafaa bhi kaam na aa sake
to wohi kahen ke main kyaa karoon
hai isi mein pyaar ki aabru

mujhe gham bhi unkaa azeez hai
ke unhin ki di huyi cheez hai
mujhe gham bhi unkaa azeez hai
ke unhin ki di huyi cheez hai
ke unhin ki di huyi cheez hai
yahi gham hai ab meri zindagi
ise kaise dil se judaa karoon
hai isi mein pyaar ki aabru

jo na ban sake main wo baat hoon
jo na khatm ho main wo raat hoon
jo na ban sake main wo baat hoon
jo na khatm ho main wo raat hoon
jo na khatm ho main wo raat hoon
ye likhaa hai mere naseeb mein
yoonhi shammaa banke jalaa karoon
hai isi mein pyaar ki aabru

na kisi ke dil ki hoon aarzoo
na kisi nazar ki hoon zustju
na kisi ke dil ki hoon aarzoo
na kisi nazar ki hoon zustju
na kisi nazar ki hoon zustju
main wo phool hoon jo udaas ho
na bahaar aaye to kyaa karoon
hai isi mein pyaar ki aabru
wo zafaa karen main wafaa karoon
jo wafaa bhi kaam na aa sake
to wohi kahen ke main kyaa karoon
hai isi mein pyaar ki aabru

Комментарии

Информация по комментариям в разработке