Rooh Aur Nafs Mein Kia Farq Hey 2/3? By Muhammad Shaikh Edgware Road London UK

Описание к видео Rooh Aur Nafs Mein Kia Farq Hey 2/3? By Muhammad Shaikh Edgware Road London UK

Rooh Aur Nafs Mein Kia Farq Hey 2/3? By Muhammad Shaikh Edgware Road London UK

Muhammad Shaikh Lecture - Rooh - (2008) - Quran kya kehta hey
   • Muhammad Shaikh Lecture - Rooh - 01/0...  


#viral #muhammadshaikh #thequranman #servantofallah #edgware #viralvideo #london #tariqjamil #tariqmasood #engineermuhammadalimirza #ghamdi #tahirulqadri #taqiusmani #drzakirnaik #farhathashmi #imrankhan #farhathashmi #abdullahtariq #IslamConversion #ExMuslim #exmuslimrevolution

‪@Quranwala88‬
‪@DystopiatoReason‬
‪@ExMuslimSahil‬
‪@AzaadGround‬
‪@DeenEMurtad‬
‪@exmuslimsameerlive‬
‪@ZafarHeretic‬
‪@almosowfree‬
‪@ccx-christianuccforindia‬
‪@labelle8382‬
‪@exmuslim_yasmin‬
‪@exmuslimfaizalam‬
‪@keralaexmuslims‬
‪@sultansalateen2706‬
‪@FriendlyExmuslim‬
‪@Exmuslim_DT‬
‪@TheGhalibKamal‬
‪@TheRationalAnthem‬
‪@harrissultanvlogs3051‬
‪@SeekingAllahFindingJehovah‬
‪@AtheistRepublic‬
‪@exmuslimsahilUncensored‬
‪@IndiaTV‬

روح
القرآن کیا کہتا ہے
مقرّر محمد شیخ
2008-بیان کا سال

یہ درس ہر اس مسلم یا غیر مسلم دونوں کے لئے بہت اہمیت رکھتا ہے جو صرف اللہ سے حق کی تلاش میں نکلا ہے - اللہ کی کتاب سو فیصد اور مکمل سچ ہے جسکے حقائق کا انکار نہیں کیا جا سکتا اور زیادہ تر لوگ اس بات سے متفق بھی ہیں - لیکن ہر انسان کو اللہ کی آیات کی روح کو سمجھنے میں دشواری آتی ہے کیونکہ اللہ کی آیات کی روح اللہ خود دیتا اور سکھاتا ہے - اس درس میں اسی بات کی وضاحت کی گئ ہے کہ روح کیا ہے اور کس طرح اللہ نے ہر انسان میں چاہے وہ کسی بھی مذہب علاقے اور زبان کا بولنے والا ہے اس میں اپنی آیات کی پھونکی روح یا ڈالی ہے - اور کس طرح اللہ انسان کو قرآن کی آیات سے متاثر کرتا ہے - مزید اس درس میں اس بات کی بھی وضاحت کی گئ ہے کہ انسان کے پاس اس بات کو جانچنے کے لئے کیا کسوٹی ہے کہ جو آیات کی روح اس کو ملی ہے وہ واقعی اللہ کی طرف سے ہے یا نہیں - ان سب نکات کی مزید وضاحت کے لئے یہ درس دیکھنا بہت اہمیت رکھتا ہے -

Ye dars har muslim ya ghair muslim dono ke liye bohat ahmiyat rakhta hai jo sirf Allah se haq ki talash mein nikla hai. Allah ki kitab so feesad aur mukamal sach hai jiske haqaiq ka inkar nahein kiya ja sakta aur ziyada tar log is baat se muttafiq bhi hein. Lekin har insaan ko Allah ki ayaat ki rooh ko samajhne mein dushwari ati hai kiyon ke Allah ki ayaat ki rooh Allah khud daita aur sikhata hai. Iss dars mein iss baat ki wazahat ki gai hai ke rooh kiya hai aur kis tarha Allah ne har insaan mein chahe wo kisi bhi mazhab, ilaqe aur zaban ka bolne wala hai iss mein apni ayaat ki rooh phonki ya dali hai. Aur kis tarha Allah insaan ko Quran ki ayaat se mutaasir karta hai. Mazeed iss dars mein iss baat ki bhi wazahat ki gai hai ke insaan ke paas iss baat ko janchne ke liye kiya kassoti hai ke jo ayaat ki rooh uss ko mili hai wo waqaee Allah ki taraf se hai ya nahein. Inn sab nukaat ki mazeed wazahat ke liye ye dars daikhna bohat ahmiyat rakhta hai.

Copyright ©️ 2024 Muhammad Shaikh

Copyright of this video belongs to Muhammad Shaikh. No portion of this video or any images or audio therefrom may be published, disseminated, transmitted, downloaded, or replayed in any manner without the express written consent of the copyright holder.

Комментарии

Информация по комментариям в разработке