वहम या भ्रम की बीमारी क्या है?|| Delusion और Hallucination क्या होते हैं?

Описание к видео वहम या भ्रम की बीमारी क्या है?|| Delusion और Hallucination क्या होते हैं?

वहम या भ्रम की बीमारी क्या है?|| Delusion और Hallucination क्या होते हैं? #drpraveentripathi

Depression course : Depression se bahar nikalne ke liye ab aap Dr. Praveen Tripathi ka course ko join kar sakte hain jismein khud se CBT techniques (cognitive behavioural therapy) ko use Karna sikhaya jata hai.

Course ko join karne ke liye iss link par click karein- https://courses.mindsolves.com/s/prev...

For appointments at Renowa Care, call - 9013821178, 9818083017


00:00 Delusion और Hallucination क्या होते हैं?
00:18 Delusion kya hai?
02:31 Hallucination kya hota hai ?
04:45 CBT techniques (cognitive behavioural therapy) Depression se bahar nikalne ke liye


Delusions kya hote hai ? Hallucinations kya hote hai ? Delusional disorder kise kehte hai ? Delusions me kya symptoms hote hai ? Hallucinations me kya symptoms hote hai ? Kya delusions me logo ko negative thoughts aate hai ? Auditory hallucinations kise kehte hai ? Visual hallucinations kise kehte hai ? Delusions aur hallucinations konsi bimari me ho skte hai ?
Delusions aur hallucinations ka ilaaj kaise ho sakta hai ? Schizophrenia kya hai ? Psychosis ka kya matlab hai ?

Iss video me Dr. Praveen Tripathi ne Delusions aur Hallucinations ke baare me bataya hai. Maansik bimaariyo me kuch bimaariyan aisi bhi hoti hain jinme Delusions aur hallucinations ke lakshan hote hain.
Delusions ya Hallucinations kai prakaar ki mansik bimariyo me ho sakte hai, jaise Schizophrenia, Psychosis, Bipolar disorder (Mania -Depression).
Delusion ek soch ki bimaari hai. Ye ek prakar ka bhram ya soch hai jiske kitne bhi tark diye jaaye, kitne bhi logic diye jaaye patient ko vo bhram, sach he lagta hai. Kitni bhi samjhaane ki koshich ki jaaye patient apni soch par tika rehta hai. Delusions kai tarah ke hote hain. Sabse common Delusion hai- Delusion of persecution, jisme vyakti ko ye lagta hai ki koi unhe nuksaan pahunchaana chahta hai ya koi unka peecha kar raha hai.
Delusion of reference me vyakti ko aisa lagta hai jaise koi unhe camere se dekh raha ho, koi unki baato ko record kar raha ho ya ya log unke he baare me baat kar rahe hai.
Delusion of love me patients ko lagta hai koi doosra insaan unse pyaar karta hai, par ye baat sach nahi hoti, ye unka bhram hota hai.

Hallucinations me patients ko kuch aisa sunaai ya dikhayi deta hai jo baaki logo ke anusaar nahi hota. Sabse common hallucinations hain - Auditory hallucinations, jisme patients ko kuch awaazein sunaai deti hai jo sath me baithe logo ko nahi sunaai de rahi ho. Ye awaazein kisi ki bhi ho sakti hai jaise koi unhe kuch bol raha ho, koi baar se awaaz aa rahi ho, koi 2-3 log aapas me baat kar rahe ho ya kisi aise insaan ki awaaz aati ho jo zinda bhi na ho.
Visual hallucinations me vyakti ko kuch dikhaai deta hai jo asal me hota nahi hai.

Delusions aur Hallucinations- Mansik rog ke lakshan hai. Inka ilaaj kia ja sakta hai. Delusions/ Hallucinations ka treatment psychiatrist dwaara medicines se kia jaata hai.

#delusion
#hallucination
#hallucinations
#delusionkyahai
#delusiondisorder
#hallucinationkyahai
#hallucinationdisorder
#भ्रम
#भ्रमkibeemari
#drpraveentripathi
#mansikrog
#mansikbimari
#mansiksamasya
#delusioninhindi
#hallucinationinhindi




Website- https://www.renowacare.com
Email- [email protected]
Facebook page:   / drpraveentripathipsy  
Instagram:   / drpraveentripathipsy  
Twitter:   / drpraveenpsy  

Dr. Praveen Tripathi is a renowned psychiatrist who practices in Delhi-NCR. He did MBBS from the University College of Medical Sciences (UCMS, Delhi) and MD (Psychiatry) from the prestigious Institute of Human Behavior and Allied Sciences (IHBAS, Delhi). He also underwent training at the world-renowned Mount Sinai School of Medicine, New York, USA, and Kansas University Medical Centre, Kansas, USA. He is one amongst the few Indian doctors who have cleared the prestigious United States Clinical Skill examination that evaluates a doctor's clinical competency. Dr. Tripathi underwent training in the use of transcranial magnetic stimulation therapy from Harvard Medical Centre, which is the topmost medical college in the USA.

Комментарии

Информация по комментариям в разработке