UP 14 POETRY - RAKHT

Описание к видео UP 14 POETRY - RAKHT

UP 14 POETRY - official music video from the mixtape "Behrupiya"
Written, Produced, Performed and Directed by RAKHT
Co-Directed by Vaibhav Krishna

Crew:
Addic
Kartikey
Utkarsh
G. Rizz
izer

Connect with RAKHT:
   / rakht  

  / rakht  
  / realrakht  
  / realrakht  
  / realrakht  

email :- [email protected]

LYRICS:
Kaandi se h ye chorey saaremere shehr ke

Kitni hi baari dil todeyfir kehte
Mai vaapas aaya babymujhe ek baar dekhle
Aakhri mile the jaha... same time, same place
Bhaichaara top pe, bhai ko na ron de
Saare saath khade bhai ek hi phone pe
Haste rahe chahe kitne bhi pain mein
Yaari aisi kaidi khaana khaale ek hi plate mein
Maa Baappoochekya kahengey chaar log ye?
teri chugli karengey yesamaaj bhar mein
Khandaan vaaletere pe sawaal karte
Baat maansar jhuka betehaath jod le
Mai na jhukakabhi kaise bhi halaato se
Mere baare koi bol ra ho faaltu ya
Mere saamne koi banra nawab toh mai
Daat bheech aakh banddeta haath chodh
New storynaya case Delhi high court
Mere sarr pe lagare h yeaarop
Ki maishabdo se kardeta parkour sa
Ki mai zaroorat se zyada jaara hardcore ha
Mujhe bole "pagal,lele thodi therapy"
(Spits)
Ye le mera abhi D-N-A
Tujhe pata lage kon h tera D-A-D
Sharam khamaybe u shud go and D-I-E
Mai B-I-G notorioustu par K-I-Dtujhpe na koi cudi [kudi]
Mai G-R-E-A-T-E-S-T to ever do it koi aata meri league mai nahi
Tu bolne laga tha aur mai bore hu chuka thatoh fir maine thodi neend leli thi
Lagaale yaha kuch bhi tu saam daam dand bhed
Koi jeet hi sakega mujhse dreams mein bhi nahi
I’m rough on the bed
Lekin pyaari karu baatein
Din raat poochu khudh se
How can i go harder?
Every day
When i’m out
Sunshine lage spotlight
I aim for the sky
Dikhe vahi h sitaarey
Every night
Meri fight, khudse hi
Maare chaate
Mai dekhta hu fitrat
Dikhaata mein nazaare
Deep throat kiye dushman
Vo bol bhi ni paare
Hota hi h BDSM
Jab bhi beats pe hum gaate
Koi toh vajah hai
“Mujhe rab se milaade”
Sound kare same jaise
“Mujhe rakht se milaade”
Bataana toh nahi tha par ye sahi mein hua tha
Maine rakht tha bahaayamujhe rab ne bachaaya
Mujhe rab ne bataaya mai bhi rab ka hi roop
Mujhe rab ne banaaya,mere shabdo ke zariyevo bhakt hai banaata
Ek waqt bhi tha meralage arsa puraana
Chaahe jeb mai na paise par mai khush tha zara sa
Ab mere aasu bhi de rojab dekhte zamaanaki in aasu ko hai bechajab b paisa tha kamaana
Ab mai poochta hu “kyu?”
Ki mai hasta tha rehta
Jab bhi basta mai leke
Subah bus tha pakadta
Jab bhi din ho shuru
Mere bas ki nahi
Ki mai kasme bharu
Mujhe kasame khilaade
Ki mai bas mai rahu
Dees bharni padegimere hasti-pane kijo ki sasti nahi hai
Daam badh chuke ab yaha fame ke
Uchaayi pe chadhu toh aane lage kekde
Jaali blame de, farak na pade h mujhe
Paachvi se chodh chuka khelna ye beyblade
Aur aathvi se blame game
Aur dasvi ke yaar dost rakhte the blade vlade
Jaanlo ki ye na koi jokena koi game vame
Jab bhi likha hota UP14 number plate pe

Комментарии

Информация по комментариям в разработке