surah Ash'Shura Ayat# 23,24 tarjuma kanz ul irfan tafseer sirat ul jinan | siraat e jannat

Описание к видео surah Ash'Shura Ayat# 23,24 tarjuma kanz ul irfan tafseer sirat ul jinan | siraat e jannat

Surah Ash,Shura
Surah Ash'Shura ka taruf
Surah Ash'Shura ki fazeelat
Makki surah
4 ayaat Madni
Surah 42
Total ayaat 53
Ruku 5
Shura k maini hain "Mashwara"
Ye lafaz is surah ki Ayat# 38 mai aya ha.
Jis mai musalmano ka ye wasf bayan kiya gya ha k in ka hr kam bahmi mashwarey se kiya jata ha is liye is munasbat se is surah ka nam surah Shura rkha gya ha.
Is surah ka markzi mazmoon ye ha k Allah ki wahdaniyat Rasool Maqbool S.A.W ki Risalsat, marney k baad dobara zinda honey r amaal ki jaza r saza ki tasdeeq ki gai ha.
Neez is surah mai bht se ahkaam bayan kiye gye haun.
Is surah k bht se fazaail bayan kiye gye hain jo k hm is surah ko sun kr, prh kr is ki tarjuma r Tafseer ko smj kr is se mustafeed ho saktey hain.
Be shak kalam pak mai faida hi faida hai.
To aiye is surah ki tailawat, tarjuma r Tafseer ko mulahiza farmayen umeed ha ap is ko smjney ki koshish keain ge. Share b krain ge. INSHAALLAH
Plz like and share my videos and subscribe my channel for sadqa jariya. Remember in your prayers. JazakAllah #siraatejannat #surahashshura #surahshura #surahshurakataruf #tilawat #tarjumatafseer #tarjumakanzulirfan #tafseersiratuljinan #islamicknowledge #islamicvideos #besttarjuma #urdutarjumatafseer #wordtowordquran
#qurantilawat #qurantv #learnquran #holyquran #qurantranslation

Комментарии

Информация по комментариям в разработке