#सोयाबअली

Описание к видео #सोयाबअली

Baghban Rab Hai Baghban Song Lyrics In Hindi 

Bagh Ko Janam Denewala Baghban
Parivar Ko Janam Denewala Pita
Dono Hi Apne Khoonn Pasine Se 
Apne Paudho Ko Sinchate Hain
Naa Sirf Apne Ped Se
Uske Sayein Se Bhi Pyar Karte Hai
Kyun Ki Use Umeed Hai Ek Roj 
Jab Woh Jindagi Se Thak Jayega
Yahi Sayan Uske Kam Aayega

O Dharti Tarse Ambar Barse
Root Aaye Root Jaye Haye
Har Mausam Ki Khushboo Chunke 
Baghban Bagh Sajaye
Baghon Ke Har Phul Ko 
Apna Samjhein Baghban
Baghon Ke Har Phul Ko 
Apna Samjhein Baghban
Har Ghadi Kare Rakhwali
Patti-Patti Dali Dali Sinche Baghban

Baghon Ke Har Phul Ko 
Apna Samjhein Baghban
Baghon Ke Har Phul Ko 
Apna Samjhein Baghban
Har Ghadi Kare Rakhwali 
Patti-Patti Dali Dali Sinche Baghban

Baghban Rab Hai Baghban
Baghban Rab Hai Baghban
Baghban Rab Hai Baghban
Baghban Rab Hai Baghban

O Madhuban Ki Bahar Le Aaye
Mausam Rite Rite Haye Mausam Rite Rite
Janam Janam Ki Trishna Bujh Gayi
Birha Ke Chhan Beete 
Hay Birha Ke Chhan Beete


Phir Se Sajaye Bhikhre 
Apne Sapne Baghban
Phir Se Sajaye Bhikhre
Apne Sapne Baghban


Baghban Rab Hai Baghban
Baghban Rab Hai Baghban
Baghban Rab Hai Baghban
Baghban Rab Hai Rab Hai Baghban

O Ungali Thaam Ke Jin Birbo Ko 
Humne Dikhayi Raah
Maat Pita Ki Unke Man Mein 
Tanik Nahi Parvaah
O Ansuan Bhar Naino Se 
Inko Dekhe Baghban
Ansuan Bhar Naino Se 
Inko Dekhein Baghban

Baghban Rab Hai Baghban
Baghban Rab Hai Baghban
Baghban Rab Hai Baghban
Baghban Rab Hai Baghban

O Kisne Dukh Ki Agni Daali 
Banjar Ho Gaye Khet
Hari Bhari Jeevan Baghiya Se 
Udne Lagi Hai Raet
Kya Boya Tha
Aur Kya Kaata Sochey Baghban
Kya Boya Tha
Aur Kya Kaata Sochey Baghban

Baghban Rab Hai Baghban
Baghban Rab Hai Baghban
Baghban Rab Hai Baghban
Baghban Rab Hai Rab Hai Baghban

O Yehi Soch Ke Sansein Likh Di 
Inn Phulan Ke Naam
Inki Chhaiya Chhaiya Beetey 
Umar Ki Dhalti Shaam
Gunchey Hardam Hi 
Muskaye Chahey Baghban
Gunchey Hardam Hi 
Muskaye Chahey Baghban
Har Ghadi Kare Rakhwali
Patti Patti Daali Daali Sinche Baghban

Baghban Rab Hai Baghban
Baghban Rab Hai Rab Hai
Rab Hai Rab Hai Rab Hai Baghban

Woh Suraj Hai Layi Jisne 
Dhoop Aangan Aangan Mein
Kyun Hai Akelapan Ka Andhera 
Aaj Ussi Ke Damaan Mein
Kya Chaha Tha 
Aur Kya Paya Soche Soche Baghban
Kya Chaha Tha 
Aur Kya Paya Soche Soche Baghban

Baghban Rab Hai Baghban
Baghban Rab Hai Baghban

बागबाँ रब है बागबाँ
बागबाँ रब है बागबाँ
बागबाँ रब है बागबाँ
बागबाँ रब है बागबाँ..

ओ ऊँगली थाम के जिन बिरवों को
हमने दिखाई राह
मात-पिता की उनके मन में
तनिक नहीं परवाह
ओ अंसुअन भर नैनों से इनको देखे बागबाँ

बागबाँ रब है बागबाँ
बागबाँ रब है बागबाँ
बागबाँ रब है बागबाँ
बागबाँ रब है रब है बागबाँ

ओ किसने दुःख की अग्नि डाली
बंजर हो गए खेत
हरी-भरी जीवन बगिया से
उड़ने लगी है रेत हाय
क्या बोया था और क्या काटा सोचे बागबाँ

बागबाँ रब है बागबाँ
बागबाँ रब है बागबाँ
बागबाँ रब है बागबाँ
बागबाँ रब है बागबाँ..

ओ यही सोच के साँसें लिख दी
इन फूलन के नाम
इनकी छैयाँ-छैयाँ बीते
उम्र की ढलती शाम
गुंचे हरदम ही मुस्काये चाहे बागबाँ
हर घड़ी करे रखवाली
पत्ती-पत्ती डाली-डाली सींचे बागबाँ https://www.instagram.com/awdhesh_111/

Комментарии

Информация по комментариям в разработке