Kahin Door Jab Din Dhal Jaye Jagjit Singh Unplugged Cover | Devaki Pande | 4FANZ Studios | 4FANZ TV

Описание к видео Kahin Door Jab Din Dhal Jaye Jagjit Singh Unplugged Cover | Devaki Pande | 4FANZ Studios | 4FANZ TV

Hi Fanz,
Listen to evergreen song "Kahin Door Jab Din Dhal Jaye" cover sung by Devaki Pande.
Kahin Door Jab Din Dhal Jaye | Jagjit Singh Unplugged Cover by Devaki Pande

Song Credits
Song: Kahin Door
Singer: Devaki Pande
Dancer - Nirmita Shukla
Original Artists- Mukesh and Jagjit Singh
Direction & Screenplay - Devaki Pande
Editor - Saravana Janardhan
Director of Photography - Sarah Shelton
Audio - Shariq Lalani
Makeup - Riki Patel

Lyrics:
Kahin door jab din dhal jaaye Saanjh ki dulhan badan churaaye Chupke se aaye (x2)
Mere khayalon ke aangan mein Koyi sapno ke deep jalaaye, deep jalaaye
Kahin door jab din dhal jaaye Saanjh ki dulhan badan churaaye Chup ke se aaye
Kabhi yoon hi jab huyin bojhal saansein Bhar aayin baithe-baithe jab yoon hi aankhein
Kabhi yoon hi jab huyin bojhal saansein Bhar aayin baithe-baithe jab yoon hi aankhein
Tabhi machal ke, pyaar se chalke Chuye koyi mujhe par Nazar na aaye, nazar na aaye
Kahin door jab din dhal jaaye Saanjh ki dulhan badan churaaye Chupke se aaye
Kahin to ye dil kabhi mil nahi paatey Kahin se nikal aayein janmon ke naatey
Kahin to ye dil kabhi mil nahi paatey Kahin se nikal aayein janmon ke naatey
Thani thi ulajhan, dare apna man Apna hi hoke sahe dard paraaye, dard paraaye
Kahin door jab din dhal jaaye Saanjh ki dulhan badan churaaye Chupke se aaye
Dil jaane mere saare bhed ye gehre Kho gaye kaise mere sapne sunehre
Dil jaane mere saare bhed ye gehre Kho gaye kaise mere sapne sunehre
Yeh mere sapne, yahi to hain apne Mujhse juda na honge Inke yeh saaye, inke yeh saaye
Kahin door jab din dhal jaaye Saanjh ki dulhan badan churaaye Chupke se aaye
Mere khayalon ke aangan mein Koyi sapno ke deep jalaaye, deep jalaaye
Kahin door jab din dhal jaaye Saanjh ki dulhan badan churaaye Chupke se aaye

Комментарии

Информация по комментариям в разработке