Pahaado me hi Jannat hai | Tanakpur to Dharchula | Adi kailash Om Parvat Inner Line permit

Описание к видео Pahaado me hi Jannat hai | Tanakpur to Dharchula | Adi kailash Om Parvat Inner Line permit

Day 3 - Tanakpur to Dharchula | Om Parvat Adi Kailash ke liye inner line permit dharchula me Banega

Watch Day 2 full video before this video - Gwalior to Tanakpur via Bhind , ethawah, mainpuri, Bareilly.    • Indore to Gwalior Solo Ride | BMW310 ...  

Tanakpur k baad hi pahad start ho jate hai mausam bhi thanda aur majedaar hota hai. traffic bilkul kam ho jata hai aisa lagta h ki in pahado me kahi rukh kar dekhte rahun. champawat bahut hi sundar jagah thi waha rakhne ka socha tha par aisa ho nahi paya. champawat se nikal k me pithoragarh k raste aage bada aur hasin wadiyo se sath sath pahuch gaya pithoragah. kafi bada hai pithoragrah waha bhi mausam bahut acha rahta h aur bahut sari jagah ha explore karne k liye. par mujhe inner line parmit bana ahi kyouki next day sunday tha aur mujhe laga ki Inner line permit sunday nahi panega to me dharchula direct chala gaya.

Dharchula me weather bahut kharab tha aur gurmi bhi bahut thi me to direct tahsil office 4 baje pahuch gaya tha aur adi kailash aur om parvat k liye inner line permit k liye apply kar diya.

inner line permit kaise banana hai uska video me alag se banaya hai. usme ap dekh sakte hai ki permit kaise banega aur kya kya document lagega.
Route :- Tanakpur to champawat to Lohaghat to Pithoragarh to dharchula
total distance - 240 kms Pahado wale
Time - 8 hours

Camera- Gopromax 360
Phone - Iphone 13 pro max
Instagram ID - Likhu_Vinod and likhutherider
Facbook - Vinod Likhitkar

#bmw310gs #adventuretravel #omparvat #adikailash #uttarakhand #devbhoomiuttarakhand #darmavalley #panchachuli #solotravel #soloride #bikelife #himalayan #madyapardesh #mptourism #riders #bike #templeofmp #gwalior #tanakpur #bareilly #bhind #etawah #champawat #pithoragarh #mountains #lohaghat #dharchula

Please do like, Comment, share and don't forget to subscribe my Channel

Комментарии

Информация по комментариям в разработке