Logo video2dn
  • Сохранить видео с ютуба
  • Категории
    • Музыка
    • Кино и Анимация
    • Автомобили
    • Животные
    • Спорт
    • Путешествия
    • Игры
    • Люди и Блоги
    • Юмор
    • Развлечения
    • Новости и Политика
    • Howto и Стиль
    • Diy своими руками
    • Образование
    • Наука и Технологии
    • Некоммерческие Организации
  • О сайте

Скачать или смотреть India Pakistan Ceasefire | Ahmad Faraz Poetry | Hindustani Doston Ke Naam

  • SpinAce Tennis 🎾
  • 2025-05-04
  • 20298
India Pakistan Ceasefire | Ahmad Faraz Poetry | Hindustani Doston Ke Naam
india pakistan warindia pakistan conflictindia vs pakistanindia pakistanindia pakistan war newspakistan india conflictindia pakistan tensionsindia pakistan borderpakistan armyindian armyindian army attack on pakistanahmad faraz poetryahmed faraz poetryahmad farazahmad faraz shayariahmad faraz urdu poetryahmad faraz best poetryahmad faraz poetry in urduahmad faraz mushairaahmad faraz urdu shayariahmad faraz poetry on friendship
  • ok logo

Скачать India Pakistan Ceasefire | Ahmad Faraz Poetry | Hindustani Doston Ke Naam бесплатно в качестве 4к (2к / 1080p)

У нас вы можете скачать бесплатно India Pakistan Ceasefire | Ahmad Faraz Poetry | Hindustani Doston Ke Naam или посмотреть видео с ютуба в максимальном доступном качестве.

Для скачивания выберите вариант из формы ниже:

  • Информация по загрузке:

Cкачать музыку India Pakistan Ceasefire | Ahmad Faraz Poetry | Hindustani Doston Ke Naam бесплатно в формате MP3:

Если иконки загрузки не отобразились, ПОЖАЛУЙСТА, НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если у вас возникли трудности с загрузкой, пожалуйста, свяжитесь с нами по контактам, указанным в нижней части страницы.
Спасибо за использование сервиса video2dn.com

Описание к видео India Pakistan Ceasefire | Ahmad Faraz Poetry | Hindustani Doston Ke Naam

Urdu Poetry on India Pakistan Ceasefire.
Ahmad Faraz poetry "Hindustani doston ke naam" urdu shayari.
#UrduPoetry #Shayari #BazmeRekhta

-
گزر گئے کئی موسم کئی رتیں بدلیں
اداس تم بھی ہو یارو اداس ہم بھی ہیں
فقط تمہیں کو نہیں رنج چاک دامانی
کہ سچ کہیں تو دریدہ لباس ہم بھی ہیں

تمہارے بام کی شمعیں بھی تابناک نہیں
مرے فلک کے ستارے بھی زرد زرد سے ہیں
تمہارے آئنہ خانے بھی زنگ آلودہ
مرے صراحی و ساغر بھی گرد گرد سے ہیں

نہ تم کو اپنے خد و خال ہی نظر آئیں
نہ میں یہ دیکھ سکوں جام میں بھرا کیا ہے
بصارتوں پہ وہ جالے پڑے کہ دونوں کو
سمجھ میں کچھ نہیں آتا کہ ماجرا کیا ہے

نہ سرو میں وہ غرور کشیدہ قامتی ہے
نہ قمریوں کی اداسی میں کچھ کمی آئی
نہ کھل سکے کسی جانب محبتوں کے گلاب
نہ شاخ امن لئے فاختہ کوئی آئی

تمہیں بھی ضد ہے کہ مشق ستم رہے جاری
ہمیں بھی ناز کہ جور و جفا کے عادی ہیں
تمہیں بھی زعم مہا بھارتا لڑی تم نے
ہمیں بھی فخر کہ ہم کربلا کے عادی ہیں

ستم تو یہ ہے کہ دونوں کے مرغزاروں سے
ہوائے فتنہ و بوئے فساد آتی ہے
الم تو یہ ہے کہ دونوں کو وہم ہے کہ بہار
عدو کے خوں میں نہانے کے بعد آتی ہے

تو اب یہ حال ہوا اس درندگی کے سبب
تمہارے پاؤں سلامت رہے نہ ہاتھ مرے
نہ جیت جیت تمہاری نہ ہار ہار مری
نہ کوئی ساتھ تمہارے نہ کوئی ساتھ مرے

ہمارے شہروں کی مجبور و بے نوا مخلوق
دبی ہوئی ہے دکھوں کے ہزار ڈھیروں میں
اب ان کی تیرہ نصیبی چراغ چاہتی ہے
جو لوگ نصف صدی تک رہے اندھیروں میں

چراغ جن سے محبت کی روشنی پھیلے
چراغ جن سے دلوں کے دیار روشن ہوں
چراغ جن سے ضیا امن و آشتی کی ملے
چراغ جن سے دیئے بے شمار روشن ہوں

تمہارے دیس میں آیا ہوں دوستو اب کے
نہ ساز و نغمہ کی محفل نہ شاعری کے لئے
اگر تمہاری انا ہی کا ہے سوال تو پھر
چلو میں ہاتھ بڑھاتا ہوں دوستی کے لئے
احمد فراز

guzar gae kai mausam kai ruten badlin
udas tum bhi ho yaro udas hum bhi hain
faqat tumhin ko nahin ranj-e-chaak-damani
ki sach kahen to darida-libas hum bhi hain

tumhaare baam ki shamen bhi tabnak nahin
mere falak ke sitare bhi zard zard se hain
tumhaare aaina-KHane bhi zang-aluda
mere surahi o saghar bhi gard gard se hain

na tum ko apne KHad-o-KHal hi nazar aaen
na main ye dekh sakun jam mein bhara kya hai
basaraton pe wo jale paDe ki donon ko
samajh mein kuchh nahin aata ki majra kya hai

na sarw mein wo ghurur-e-kashida-qamati hai
na qumriyon ki udasi mein kuchh kami aai
na khil sake kisi jaanib mohabbaton ke gulab
na shaKH-e-amn liye faKHta koi aai

tumhein bhi zid hai ki mashq-e-sitam rahe jari
hamein bhi naz ki jaur-o-jafa ke aadi hain
tumhein bhi zoam maha-bhaarta laDi tum ne
hamein bhi faKHr ki hum karbala ke aadi hain

sitam to ye hai ki donon ke margh-zaron se
hawa-e-fitna o bu-e-fasad aati hai
alam to ye hai ki donon ko wahm hai ki bahaar
adu ke KHun mein nahane ke baad aati hai

to ab ye haal hua is darindagi ke sabab
tumhaare panw salamat rahe na hath mere
na jit jit tumhaari na haar haar meri
na koi sath tumhaare na koi sath mere

hamare shahron ki majbur o be-nawa maKHluq
dabi hui hai dukhon ke hazar Dheron mein
ab un ki tira-nasibi charagh chahti hai
jo log nisf sadi tak rahe andheron mein

charagh jin se mohabbat ki raushni phaile
charagh jin se dilon ke dayar raushan hon
charagh jin se ziya amn-o-ashti ki mile
charagh jin se diye be-shumar raushan hun

tumhaare des mein aaya hun dosto ab ke
na saz-o-naghma ki mahfil na shairi ke liye
agar tumhaari ana hi ka hai sawal to phir
chalo main hath baDhata hun dosti ke liye

-

Queries:
india pakistan war,
india pakistan conflict,
india vs pakistan,
india pakistan,
india pakistan war news,
pakistan india conflict,
india pakistan tensions,
india pakistan tension,
india pakistan border,
india vs pakistan war live,
pakistan army,
indian army,
indian army attack on pakistan,
ahmad faraz poetry,
ahmed faraz poetry,
ahmad faraz,
ahmad faraz shayari,
ahmad faraz urdu poetry,
ahmad faraz best poetry,
ahmed faraz,
ahmad faraz poetry status,
ahmad faraz poetry in urdu,
ahmad faraz mushaira,
ahmad faraz urdu shayari,
faraz poetry,
ahmad faraz poetry on friendship,
ahmad faraz best poetry in urdu.

Комментарии

Информация по комментариям в разработке

Похожие видео

  • О нас
  • Контакты
  • Отказ от ответственности - Disclaimer
  • Условия использования сайта - TOS
  • Политика конфиденциальности

video2dn Copyright © 2023 - 2025

Контакты для правообладателей [email protected]