Nana Zainab Ojad ke Aye Hai | Abid Haider Sultanpuri || New nauha || 3 Rabil Awal Maniyarpur

Описание к видео Nana Zainab Ojad ke Aye Hai | Abid Haider Sultanpuri || New nauha || 3 Rabil Awal Maniyarpur

#newnauhaAbidhaidersultanpuri#maniyarpur#Nanazainabojad#keayehai#
TarheShabbedari Or Amari
Title :-Nana Zainab ojad ke aye hai
Reciter :- Syed Abid Haider Sultanpuri
Anjuman :- Yaad Gaar-e-Husain walipur
Organiz :- Anjuman Haideri
Date :- 3 rabil awal ( according 10 0ct )
location :- Maniyar pur sultanpur UP
photage:- Raza Media & Azadari Rani ganj
D.O.P Or Operater :- Syed Danish

#newnauha2021#Abidhaidersultanpuri#nana#zainab#ojadkeayehai#formoreupdate#subscribe#ourchannel#SYEDabidhaiderofficial#

|| lyrics ||

Lut gya karbala mein mera ghar
Nana zainab ojad ke aye hai
Ye hai bhai ka Khoo"n bhara kurta
Nana Zainab ojad ke aye hai
*
Mere pyaro"n ke kat rahe the gale
Kahin qasim ke lash ke tukde_2
Kya btaun mein haal maqtal kaa
Nana Zainab ojad ke aye hai
*
Nana mein dekhte rahi manzar
Aur chalta tha shimr ka khanjar_2
Kat gya shahe dein ka sukha gala
Nana Zainab ojad ke aye hai
*
AK bemaar ke sewa Nana
Koe run mein nahi bacha apna_2
Mera abbas bhe nhi zinda"n
Nana zainab ojad ke aye hai
*
Nana itne sitam hoe mujhpar
Tazeyane the pusht ke upar_2
Kisse karti mein dard ka shikwa
Nana Zainab ojad ke aye hai
*
Ek Qayamat ka hashr tha mehshar
Roke kehti thi Zainab-e- muztar_2
Roke abid ne jab padha nauha
Nana zainab ojad ke aye hai

|| End ||

Комментарии

Информация по комментариям в разработке