Je Hum Tum Chori Se | जे हम तुम चोरी से | Dharti Kahe Pukar(1969) | Jeetendra,Nanda | Lata M, Mukesh

Описание к видео Je Hum Tum Chori Se | जे हम तुम चोरी से | Dharti Kahe Pukar(1969) | Jeetendra,Nanda | Lata M, Mukesh

Watch Hindi Lyrical Version of the song Je Hum Tum Chori Se from the movie Dharti Kahe Pukar (1969) starring Jeetendra & Nanda sung by Lata Mangeshkar & Mukesh Ji

Je Hum Tum Chori Se | जे हम तुम चोरी से | Dharti Kahe Pukar(1969) | Jeetendra,Nanda | Lata M, Mukesh

Movie: Dharti Kahe Pukar ke (1969)
Song: Je Hum Tum Chori Se
Starcast: Jeetendra , Nanda
Singer: Lata Mangeshkar, Mukesh
Music Director: Laxmikant Pyarelal
Lyricist: Majrooh Sultanpuri

#latamangeshkar #mukesh #jeetendra #nanda #hindigane #hindisong #hindioldsongs #oldhindisongs #oldsongs #oldlovesongs #lovesong #puranegane #evergreensongs #evergreenhits #bollywoodsongs #bollywoodoldsongs #bollywoodlovesong #hitsongs

Song Lyrics :
Je ham tum chori se bandhe ek dori se
jayiyo kahaan ai huzur
je ham tum chori se bandhe ek dori se
jayiyo kahaan ai huzur
are e badhan hai pyaar kaa
je ham tum chori se bandhe ek dori se
jayiyo kahaan ai huzur

kajraa vaali phir tu aise kaahe nihaare
kajraa vaali phir tu aise kaahe nihaare
e chitavan ke gori maane to samjhaa jaa re
matalabavaa ek hai ek hai nainan pukaar kaa
je ham tum chori ai huzur
je ham tum chori se bandhe ek dori se
jayiyo kahaan ai huzur
je ham tum chori se bandhe ek dori se
jayiyo kahaan ai huzur

dekho baadar aaye pavan ke pukaare
dekho baadar aaye pavan ke pukaare
ulfat meri jiti anaadi piyaa haare
aayegaa re maja re majaa ab jit-haar kaa
je ham tum chori se bandhe ek dori se
jayiyo kahaan ai huzur
je ham tum chori se bandhe ek dori se
jayiyo kahaan ai huzur

ghunghat me se mukhdaa dikhe abhi adhura
ghunghat me se mukhaaa dikhe abhi adhura
aa baiya me aaja milan to ho pura
e milnaa to nahi to nahi kuchh ek baar ka
je ham tum chori se bandhe ek dori se
jayiyo kahaan ai huzur
je ham tum chori se bandhe ek dori se
jayiyo kahaan ai huzur

Subscribe to our channel "Shudh Desi Gane" Now :    / @shudh_desi_gaane  

Follow us on:
Facebook - Follow us on   / shemaroofilm.  .
Twitter -   / filmigaane  
Instagram -   / shemaroofil.  .

Комментарии

Информация по комментариям в разработке