Nohay 2024 | Sher e Ali Aa Raha Hai | Tejani Brothers | Mola Abbas Noha 2024 | Muharram Nohay 2024

Описание к видео Nohay 2024 | Sher e Ali Aa Raha Hai | Tejani Brothers | Mola Abbas Noha 2024 | Muharram Nohay 2024

Nohay 2024 | Sher e Ali Aa Raha Hai | Tejani Brothers | Mola Abbas Noha 2024 | Muharram Nohay 2024 | Muharram Nohay 1446H | Hazrat Abbas New Noha 2024

Exclusive Noha "Sher e Ali Aa Raha Hai"" by Tejani Brothers - Muharram Album 2024/1446H

__________

𝐕𝐈𝐃𝐄𝐎 𝐂𝐑𝐄𝐃𝐈𝐓𝐒:-

Noha Title: Sher e Ali Aa Raha Hai
Reciters: Tejani Brothers
Written: Arsalan Azmi
Composition: Own Rizvi
Audio: Lawa Digital (Karachi)
Chorus: Own Rizvi & Team
Video & Photos: Farhan Naqvi
Post Production: ZMR
Album: 2024/1446H
Graphics: AR Graphics
Digital Marketing: Samar Jafri (Digital Edge)

_______________

#newnohay2024 #sherealiaarahahai #molaabbas #hazratabbas #tejanibrothers #newnohay #imamhussain #karbala #muharram #newnoha2024 #muharram1446 #newnoha #shia #tejanibrothersnohay

• 𝐖𝐀𝐓𝐂𝐇 𝐏𝐑𝐄𝐕𝐈𝐎𝐔𝐒 𝐍𝐎𝐇𝐀 𝐀𝐋𝐁𝐔𝐌𝐒 •

Muharram Nohay 2023/1445
   • Shahadat Muslim Bin Aqeel Noha 2023 |...  

Muharram Nohay 2022/1444
   • Nohay 2022 | HUSSAIN DIL NA TORNA | T...  

Muharram Nohay 2021/1443
   • Noha 2021 | MAULA HAMARA | Tejani Bro...  

Muharram Nohay 2020/1442
   • Nohay 2020 | KARBALA | Tejani Brother...  

Muharram Nohay 2019/1441
   • Nohay 2019 | SHIA | Tejani Brothers |...  

Muharram Nohay 2018/1440
   • Nohay 2018 | Azadar | Tejani Brothers...  

----------------

♪ Available on ♪
iTunes: https://bit.ly/3DcK9r2
Spotify: https://bit.ly/3JWRdeX
Apple Music: https://bit.ly/3DcK9r2
Deezer: https://bit.ly/3PSPCKW
Amazon Music: https://bit.ly/46K4dyt
Hungama: https://bit.ly/3rtMXNN
Saavn: https://bit.ly/46O1eVS
Gaana: https://bit.ly/3DcKzh6
Wynk Music: https://bit.ly/3D9pV1e
Youtube Music: https://bit.ly/3rlvE1b
Soundcloud: https://bit.ly/46LBzNm
Anghani: https://bit.ly/3K06UlF

----------------

Follow & stay connected with us!
👉   / tejanibrothers.official  
👉   / tejanibrothersofficial  
👉    / tejanibrothers  

==============================

KALAM LYRICS •

Bar lab e nehr e furaat
Aaraha hai aaraha hai
Shere Ali e Murtaza darya par

Kehta hai yeh shaqi
Bach paey ga na koi
Maut ka kaisa toofaan dekho chaah raha hai

Ran mein dekho jis ja bhi ik bhagdaR jaisa aalam hai
Sher e Haider se takRaey ga kis mein itna dum hai
saamney woh bhi aaey jis ney dunya mein jeena kam hai
Meimana ya meisara
Koi bhi na ruk saka
Ghaize ghazi se har ik ghabraraha hai

Aankhon mein roab hai haider ka baazu mein Ali ki taaqat hai
Aaey jo maqtal mein uskey maidan mein kis ki himmat hai
Hamla karey ga shere jari phir us key baad qayamat hai
Agaya tha zalzala
Aasaman bhi Hilgaya
Ya ali keh kar ghazi jo chilaraha hai


Aatay dekha ghazi ko to aapas mein bolay ada
Woh na jaey us kay aagay jis ko bhi zinda rehna
Saansein rukjaein sab ki usne jo ghazab se dekh Liya
Hai ali ka laadla
Sher beta Sher ka
Dekho fizao mein parcham lehraha hai

Koi na rokay ga isko jaey ga tarai par ghazi
apni bhatiji ko khaime mei dekh ke aya hai piyasi
roknay jo aaey ga usko uski mitadega Hasti
Soch kar hi rokna
Ghaiz mein hai bawafa
Ik dooje ko har koi samjharaha hai

Ab dekho rehwar hai logon taiz hawao se uska
Hatho me talwar nahi kaafi hsi magar toota neza
Shair e khuda ka beta ha yeh sab ko kuchal kar rakh dega
Kya karein hum saamna
Hai shujaat ka khuda
Laakhon se yeh tanha hi takraraha hai

Apne saray lashkar sey yeh Saad ka beta kehta hai
Mainay to siffin mein bhi ghazi ka humla dekha hai
Sher ka beta hai yeh to laakhon pe bhari paRta hai
Kon rokey ga bhala
Sher ka ab raasta
Ankhon se bhi run mein qayamat dhaaraha hai


aik qadam kheime se bahar rakha shere haider ney
Apne hosh ko uRney dekha sab kufaar ke lashkar ney
Qabron se yeh nara lagaya phir marhab aur antar ney
Saamney jo aeyga
Koi na bach paega
Yeh ik toofan maqtal mein jo chaaraha hai

Thi azlan qayamat jesi ghazi mola ki amad
Yad sabhi ko anay lagay thy khandaq khaibar or uhad
Tejani Turbat me larztey hongy sab ada k jad
Haan woh qadmon ki dhamak
Haan yeh chehre ki chamak
Baba Ali ki yaad yeh dilwaraha hai

Комментарии

Информация по комментариям в разработке