Hyderabadi Beef Keema Recipe | Aloo Keema Banane Ka Asaan Tarika | Spicy & Tasty
Is video me aap seekhein ge Hyderabadi beef keema banane ka asaan aur authentic tarika. Yeh spicy beef keema aloo ke sath itna lazeez hai ke roti ya chawal dono ke sath perfect hai!”
Hyderabadi Beef Keema Recipe
Tayari ka waqt: 10 min
Pakane ka waqt: 25-30 min
Serves: 4
Ingredients:
Oil – 1/4 cup
Pyaz – 1 medium (slice ki hui)
Adrak Lehsan paste – 1/2 tsp
Tamatar – 2 medium (puree bana lein)
Haldi powder – 1/2 tsp
Lal mirch powder – 1 tsp
Garam masala powder – 1/4 tsp
Namak – zaiqe ke mutabiq
Sukhi methi – 1 & 1/2 tsp
Beef keema – 1/2 kg
Pani – 1/2 glass
Aloo – 2 medium (chhote tukdon mein kaate hue)
Hara dhaniya – 1 handful (bareek kata hua)
Hari mirch – garnish ke liye
Tariqa (Steps):
Oil aur pyaz:
Ek pan mein 1/4 cup oil garam kar ke sliced pyaz golden brown hone tak fry karein.
Adrak lehsan paste:
Phir 1/2 tsp adrak lehsan paste daal kar halka sa bhun lein.
Tamatar puree:
Ab 2 medium tamatar ki puree daal kar 1-2 minute tak ache se bhunein.
Masalay:
Haldi, lal mirch powder, garam masala aur namak daal kar ache se mix karein.
Saath hi 1 & 1/2 tsp sukhi methi bhi mila dein.
Keema:
Ab 1/2 kg beef ka keema daal kar 2-3 minute tak bhunein.
Pani:
1/2 glass pani daal kar dubara 3-4 minute tak pakayein.
Aloo:
Ab isme 2 medium aloo ke tukde daal kar dhak dein aur 10-12 minute tak halki aanch par pakne dein.
Finishing:
Jab aloo ache se gal jaayein to upar se 1 handful hara dhaniya daal kar mix karein.
Garnish:
Aakhir mein haree mirchon se garnish karein.
Tips:
Aap is keeme ko roti, paratha ya chawal ke saath serve kar sakte hain.
Sukhi methi ka flavour is dish ko Hyderabadi touch deta hai, isey skip na karein.
Hyderabadi beef keema recipe, Beef keema banane ka tarika, Hyderabadi keema recipe, How to make beef keema, Aloo keema recipe, Beef keema with aloo, Easy beef keema recipe, Spicy beef keema recipe, Restaurant style keema recipe, hyderabadi beef keema, beef keema recipe, aloo keema recipe, keema banane ka tarika, beef keema with aloo, quick keema recipe, keema for lunch, easy keema recipe, spicy beef keema, restaurant style keema, pakistani keema recipe, tiffin keema recipe, keema curry, beef keema for rice, homemade beef keema, Keema recipe in Urdu, Hyderabadi beef curry, Tasty beef keema for lunch, Beef keema for rice, Quick beef keema recipe, quick recipes, easy dinner ideas, urdu recipes, homemade food, desi food lovers, tasty keema, family dinner ideas, simple beef recipe, comfort food, Traditional Hyderabadi keema, Hyderabadi beef keema, aloo keema recipe, beef keema with potatoes, spicy keema recipe, how to make keema, keema for lunch, urdu keema recipe, pakistani beef recipes
#HyderabadiBeefKeema
#BeefKeemaRecipe
#AlooKeema
#BeefKeemaBananeKaTarika
#HowToMakeBeefKeema
#HyderabadiKeema
#SpicyBeefKeema
#RestaurantStyleKeema
#PakistaniKeemaRecipe
#KeemaWithAloo
#TastyBeefKeema
#BeefKeemaWithRice
#TraditionalHyderabadiKeema
#UrduKeemaRecipe
#EasyBeefRecipe
#QuickKeemaRecipe
#HomemadeBeefKeema
#KeemaCurry
#DesiKeemaRecipe
#LunchboxKeema
Информация по комментариям в разработке