Kashinath | Narci | Piyush Bhatt | Kashinath EP (Prod. By Xzeus)

Описание к видео Kashinath | Narci | Piyush Bhatt | Kashinath EP (Prod. By Xzeus)

Song: Kashinath
EP (Extended Play): Kashinath
Rap Artist: Narci (  / narci_thoughts  )
Lyricist and Composer: Narci
Singer: Piyush Bhatt
Music, Mixing & Mastering: Xzeus
Artwork Concept: Narci
Artwork/Poster Desinger: Maayavi
Manipulation/Thumbnail Art/Lyrical Visuals: iKillGraphix
Motion: Paras Verma

ABOUT KASHINATH EP (EXTEND PLAYING)
Kashinath EP is a small artistic gift dedicated to Mahadev. In this EP, all three songs have been composed using Kashi's references. All three songs will create a powerful devotional bridge between Lord Shiva and the devotees. As we all know that the land of Kashi has the special blessings of Lord Shiva, so it is my endeavour to take you all on a musical and devotional tour of Kashi through this EP.

ABOUT 'KASHINATH' SONG
Kashinath is the title song of this EP. As we all know that Lord Shiva is called Kashinath, because he is the Nath (Lord) of Kashi. This song will make a special place in your heart because it is not just a song but it is the emotion of every person that he/she shares with God. In this song you will see the emotions of a devotee and in that devotee you will see a glimpse of yourself. A devotee who is wandering on the ghats of Kashi with a thousand pain in his/her heart. He/she is away from the crowd of this world and is talking to the Lord of Kashi.

LYRICS
[Piyush Bhatt]
Hey Kashinath suno meri
Bhara hai dil mein peeda ka bhaar
Hey Kashinath suno meri
Bhara hai dil mein peeda ka bhaar

Kisko jaa ke bolun main haal mera?
Jaa ke bolun main haal mera?
Main kisko puchhun sawal?

Hey Kashinath suno meri
Bhara hai dil mein peeda ka bhaar
Hey Kashinath suno meri
Bhara hai dil mein peeda ka bhaar

[Narci]
Kuch aise meri aashaon ko nocha tha
Prabhu jaisa kabhi sapne mein na socha tha
Toota aisa hoon ki darta hoon bharose se
Siva tere raha kisi pe bharosa na
Roti aankhein meri kisi ne bhi paunchi na
Dil ko seeta lagta main akela mochi haan
Khada aage tha main dil liye choton bhara
Tere jaap mein hi aushidhi bhi khoji haan
Aage rakha maine mere jazbaaton ko
Tune dekha meri saari roti raaton ko
Maine dekha tere naam lete log par
Kshama karo prabhu wohi tode vaadon ko
Jhoothe vaadon ki hi lagti dil pe thes par
Karta yachika hoon prabhu nyaay pesh kar
Tere praaniyon ki bachi na pehchaan mujhe
Liye chehre dus ab saare hi Lankeshwar

[Piyush Bhatt]
Hey Kashinath suno meri
bhara hai dil mein peeda ka bhaar
Hey Kashinath suno meri
bhara hai dil mein peeda ka bhaar

Toota dil ye main leke ghumun kahan?
Dil ye main leke ghumun kahan?
Ab dil ye lena sambhaal

Hey Kashinath suno meri
Bhara hai dil mein peeda ka bhaar
Hey Kashinath suno meri
Bhara hai dil mein peeda ka bhaar

[Narci]
Dil ye toota mera jaap mein hi laga hai
Khaa ke dhoka tere pairo pe hi jaga hai
Aur nahi mujhe rehna tere logon mein
Siva tere yahan koi nahi saga hai
Mahadev ye na duniya mujhe samjhegi
Kaise toda dil ko dekha ye to tumne bhi
Saza mil rahi hai mujhe us baat ki
Galti jo kabhi na prabhu waise humne ki
Ab bhi zinda hoon main seh ke yahan dhokno ko
Prabhu dil ki peeda thodi si ye roko to
Bure bhi kare dhyaan tera bhole fir
Kaise nyaay mile prabhu sacche logon ko?
Jhoothe vaadon ki hi lagti dil pe thes par
Karta yachika hoon prabhu nyaay pesh kar
Tere praaniyon ki bachi na pehchaan mujhe
Liye chehre dus ab saare hi Lankeshwar

[Piyush Bhatt]
Hey Kashinath suno meri
bhara hai dil mein peeda ka bhaar
Hey Kashinath suno meri
bhara hai dil mein peeda ka bhaar

[Piyush Bhatt]
Hey Kashinath suno meri
Bhara hai dil mein peeda ka bhaar
Hey Kashinath suno meri
Bhara hai dil mein peeda ka bhaar

Kisko jaa ke bolun main haal mera?
Jaa ke bolun main haal mera?
Main kisko puchhun sawal?

Hey Kashinath suno meri
Bhara hai dil mein peeda ka bhaar
Hey Kashinath suno meri
Bhara hai dil mein peeda ka bhaar

#kashivishwanath #harharmahadev #hindirap

Комментарии

Информация по комментариям в разработке