मेरे पास आओ मेरे दोस्तो HD - मिस्टर नटवरलाल - अमिताभ बच्चन, रेखा - Children Song - Old Is Gold

Описание к видео मेरे पास आओ मेरे दोस्तो HD - मिस्टर नटवरलाल - अमिताभ बच्चन, रेखा - Children Song - Old Is Gold

Song:- Mere Paas Aao Mere Doston
Singer(s):- Amitabh Bachchan, Master Ravi
Movie:- Mr. Natwarlal (1979)
Music Director:- Rajesh Roshan
Lyricist:- Anand Bakshi

#GaaneSuneAnsune #AmitabhBachchan #Rekha #ChildrenSongs #MrNatwarlal #OldSongs

Lyrics:-
Aao Bachcho Aaj Tumhe Ek Kahani Sunata Hu Main
Sher Ki Kahani Sunoge
Mere Paas Aao Mere Dosto Ek Kissa Suno
Mere Paas Aao Mere Dosto Ek Kissa Suno
Kai Saal Pehle Ki Ye Baat Hai, Bolo Na Chup Kyon Ho Gaye
Bhayanak Andheri Si Yeh Raat Mein Liye Apni Banduk Mai Hath Mein
Ghane Jangalo Se Guzarata Hua Kahi Ja Raha Tha
Ghane Jangalo Se Guzarata Hua Kahi Ja Raha Tha
Ja Raha Tha, Nahi Aa Raha Tha, Nahi Ja Raha Tha
Of Fo Aage Bhi To Bolo Na, Batata Hu Batata Hu
Nahi Bhulti Uf Woh Jungle Ki Raat, Yaad Hai Woh Thi Mangal Ki Raat
Chala Ja Raha Tha Main Darta Hua Hanuman Chalisa Padhta Hua
Bolo Hanuman Ki Jay, Jay Jay Bajrang Bali Ki Jay
Bolo Hanuman Ki Jay, Jay Jay Bajrang Bali Ki Jay
Ghadi Thi Andhera Magar Sakt Tha
Koi Das Sava Das Ka Waqt Tha
Larazta Tha Koyal Ki Bhi Kuk Se, Bura Haal Hua Uspe Bhukh Se
Laga Todane Ek Beri Se Ber Mere Saamne Aa Gaya Ek Sher
Koi Gighghi Banati Nazar Phir Gayi
To Bandook Bhi Haath Se Gir Gayi
Main Lapka Wo Jhapka, Main Upar Woh Niche
Woh Aage Main Pichhe, Main Ped Pe Woh Pichhe
Are Bachaao, Are Bachaao,
Main Daal-Daal Woh Paat-Paat, Main Pasina Woh Baag-Baag
Main Sur Me Woh Taal Mein, Yeh Jangal Paataal Mein
Bachaao Bachaao, Are Bhaago Re Bhaago, Are Bhaago
Phir Kya Hua, Khuda Ki Kasam Maza Aa Gaya
Mujhe Maar Kar Besharam Kha Gaya
Kha Gaya, Lekin Aap To Zinda Hain
Are Yeh Jeena Bhi Koi Jeena Hai Lallu Aai

Комментарии

Информация по комментариям в разработке