किस उम्र में किडनी डोनेट कर सकते हैं? What Should Be Kidney Donor's Age?

Описание к видео किस उम्र में किडनी डोनेट कर सकते हैं? What Should Be Kidney Donor's Age?

किडनी डोनेट किस उम्र में कर सकते हैं? What Should Be Kidney Donor's Age?

Namaskar, aapka swagar he hamari channel 'health and kidney' me. Kisi bhi kidney patient ki kidney fail hoti he aur creatinine aur urea badh jaata he tab sabse pehle kidney dialysis start karna padta he. lekin uske sath me hi kidney transplant operation ki taiyari bhi shuru ho jati he. jab kidney transplant surgery ki baat aati he to sabse pehli baat ye aati he ki kidney donate kaun karega? Kon kidney donor banega? Aur ghar me hi koi kidney donor he ki nahi? Kidney donor ki age/umra kya honi chahiye? ye saare sawal hote he. To ye video mene iske baare me hi jaankari dene ke liye hi banaya he. Iss video me mene Delhi se ek donor ka experience bhi share kiya he jinka operation 2018 me hua tha aur aaj kidney patient aur kidney donor dono hi ekdam thik he.

khaas karke jab koi young donor hota he to usko aane wale kal ke baare me chinta hoti he ki kidney donor ki aage ki life kesi hogi? Kidney donor shaadi kar sakta he ya nahi? Kidney donor bachche kar sakta he ya nahi? Kidney donor operation ke baad kesi life jita he? to ye sab jaankari aapko iss video me mil jayegi.

To video pura dekhiye, share kijiye aur acha lage to like kijiye.
channel ko subscribe kare.

Thank you.
#kidneydonor #youngkidneydonor #kidneytransplant

Комментарии

Информация по комментариям в разработке