NASHA MEKO KHINCHE | ACELALA | PROD. BY

Описание к видео NASHA MEKO KHINCHE | ACELALA | PROD. BY

OFFICIAL MUSIC VIDEO CREDITS

TRACK : NASHA MEKO KHINCHE
ARTIST / LYRICS :ACELALA
MUSIC PROD. BY ‪@sedivi1224‬
MIX/ MASTERED : MICKEYMUSIC
SHOT BY : ATHERVPARIHAR
EDITOR/COLOURIST : RISHABHRAJPUT
THUMBNAIL : AMANPARASHAR
MASKING : SUMITRAJPUT
SPECIAL THANKS : THE DANCE STEP STUDIO

LYRICS
HOOK "Nasha meko khinche mein nashe me khinchu aatma , Sath ki kya jarurat jab sath de parmatma , Aatma nahi marti bhale sharir ka ho khatma , Dusre denge sath rakhna apno se tu aas na , Choti Khushi Khush karti dukh deta bada gham , behra hoke chalta ja laga de Tera poora dum , Kalam Tera pyar to Mic ho Tera Sanam , khudka sathi banke dekh tod de sabka bharam
VERSE / Koi ek bhi samjha teko to samjh ke ban Gaya tu , choto ko dabake khush hai to samjh dar Gaya tu , Zinda hoga khudke liye sabke liye mar Gaya tu , khudke liye hoga khuda mere liye koun hai tu ? Paiso se hai legacy to garib hi me thik hu , kala se hai legacy to mere samne weak tu , bohot jyada ziddi or Thora sa me dheet hoon , underrated hoon me but underground me best hoon , kaise aaye yaha Tak ham koi na sath tha , jisse bhi baat Karo bura bartav tha ,Ghar ke hi log kalaPani jaisa dekhte hain , badhte jata aage paav me bediyan na bandhta , nahi Manta kisi ki me apno se rutha , pyar ka woh rishta kachhe dhage jesa fat se toota , mein na jhutha Maine sach ko Diya Sahara , bhale se akela tha par khud ko Diya badhawa , ek bhi na thikana , jaha me tika Raha, sapna tha vardi ka aur private job me Kiya Na ,apne bhi usool hain duniya ye fizool hai , sabke dhoke khaye par kisi ko dhokha diya Naa
CHORUS / Mere gane Bane wajah sabki Shanti ki , Kalam jab bhi chale Bane krantiveer , dusra Gaal bhi aage Karu mein na Gandhi ji , Rukh badlunga samndar ka laaunga aandhi bhi × 2
HOOK 🪝
Nasha meko khinche mein nashe me khinchu aatma , Sath ki kya jarurat jab sath de parmatma , Aatma nahi marti bhale sharir ka ho khatma , Dusre denge sath rakhna apno se tu aas na , Choti Khushi Khush karti dukh deta bada gham , behra hoke chalta ja laga de Tera poora dum , Kalam Tera pyar to Mic ho Tera Sanam , khudka sathi banke dekh tod de sabka bharam ......kyaaaaa !

Комментарии

Информация по комментариям в разработке