Jab Madina Chord Kar Karbobala Sarwar Chale // Anjuman Sipah-e-Hussaini Bhanauli Sadat

Описание к видео Jab Madina Chord Kar Karbobala Sarwar Chale // Anjuman Sipah-e-Hussaini Bhanauli Sadat

Aagaz Mahe Aza
28 Zilhij 2024-25


Jab madina chord kar karbobala sarwar chale


Poetry- Marhoom Syed Ali Haider (Chaudhary Sahab)
(Request please recite surah-e-fateha for his kind soul)
Recited by- Haider Raza
Location- Bara Imambargah, Bhanauli Sadat
Posted by- azadari bhanauli


Lyrics-

Jab madina chord kar karbobala sarwar chale
Ghar ki barbadi na pucho sath mein asghar chale

(1)
Raah mein aksar shahe mazloom se kahte the log
Itni loo aur dhoop mein kyun maalik-e-kausar chale

(2)
Shah tadap jaate the jab kahti thi sughra aye padar
Ek main rah jaun baba aur sara ghar chale

(3)
Tu bhi sunkar ro na de muh peet kar bola hameed
Hath malkar shah roye jab ali Akbar Chale

(4)
Poocha ibne saad ne aye ibne muslim sach bata
Halat-e-Shabbir kya thi jab Ali Akbar chale

(5)
Madh-e-shah ka ye sela mil jaye mai kahta hun log
Dekhna aye ahle mahshar wo ali haider chale

*****

Video Tags
azadari bhanauli , nohay 2024, old nohay collection,
bhanauli nohay, karbobala sarwar chale, anjuman
sipahe hussaini bhanauli sadat, moharram 2024
azadari 2024, haider raza, zuhair qain


Social Media:
Subscribe:   / @azadaribhanauli72   Instagram:  / rashidhussain_110  
Instagram:  / azadaribhanauli_  
Want to chat? Hit me up on social media!
Facebook:  / profile.php  

Комментарии

Информация по комментариям в разработке