Pailot baba mandir Sasaram bihar | बिहार का सोमनाथ मंदिर | पायलट बाबा आश्रम सासाराम |

Описание к видео Pailot baba mandir Sasaram bihar | बिहार का सोमनाथ मंदिर | पायलट बाबा आश्रम सासाराम |

Pailot baba mandir Sasaram bihar | बिहार की सबसे ऊंची प्रतिमा | बिहार का सोमनाथ मंदिर |


Part -01
Hasan khan Suri tomb :-

   • Hasan Khan Suri tomb Sasaram | हसन खा...  



Pailot baba

Is mandir ka nirmar pailot baba ne karaya hai yah ek prasiddh bhartiya adhyatmik guru hai, jo wing commander Kapil Singh ke naam se jane jate the the, jo bhartiya vayu Sena ke ek ladaku pilot the, Inhone bharat me kai aashram aur adhyatmik Kendra sthapit kiye Hain.



Shree somnath mandir.

Mandir ke garbe mein esthit shivling ke roop mein Shri Somnath Mahadev virajman hai.
Somnath mandir waise to gujrat me hai magar waise hi yaha par banwaya gaya hai yah Mandir.
Is mandir ke andar 3.5 ft ka adawatiya adbhut shivling ko asthapit Kiya Gaya hai.



Yaha par bhagawan shankar aur Buddh ji ki pratima is wajase asthapit ki gyi hai ku ki up me Kashi Vishwanath ji ka mandir hai aur bodh gaya me Buddh ji ko Gyan prapti hui thi is wajah se pailot baba ne sabhi sampradaye ke liya yaha par dono pratima ka nirmar Karaya hai.


Bhagwan Buddha

Buddha ji ki 80 ft ki pratima asthapit hai.
Diwaro par unke jiwan kal se juri sabhi chijo ko darshaya gaya hai,
Uske nich garbh grih me bhi Gautam Buddha viraj Maan hai.



Shankar ji aur Ram ji

Is mandir me 111 ft. Uchi pratima asthapit unke pass me nandi ji bhi hai aur Shankar bhagwan ke pass me hi Mariyada purshottam Prabhu shree ram ki pratima asthapit hai.


pailot baba mandir
pailot baba mandir Sasaram rohtas bihar
pailot baba aashram
Somnath mandir Sasaram bihar
bihar me bhagwan shankar ki sabse unchi pratima
shree somnath mandir Sasaram
pailot baba mandir kaha hai
pailot baba mandir kaise jaye
pailot baba aashram kaha hai
pailot baba aashram kaise jaye


#pailotbabamandir #pilotbabamandirsasaram #pilotbabamandirsasarambihar #pilotbabasomnathmandir #pilotbabamandir
#sasaram #sasarambihar #bihar #bihartourism #bihartouristplaces #bihartouristplace #bihartour #mandir #pilotbaba #bihardarshan #temple #temples #temples

Комментарии

Информация по комментариям в разработке