Aik Mochi Ka Qissa - Story of Cobbler - Islamic Moral kahani

Описание к видео Aik Mochi Ka Qissa - Story of Cobbler - Islamic Moral kahani

Bargad ke ghany darakht ke neechay baith kar aik mochi apna kaam kya karta tha, phatay puranay baste sita aur jootay murammat karta phir is ja kar kahin itnay paisay mlitay ke woh apna aur –apne bachon ka pait bhar sakta tha, mochi ghareeb tha par dil ka bohat sada aur Ameer tha. woh –apne sath subah aik roti le kar aata aur dopehar mein wohi roti pani ke sath kha kar Allah taala ka shukar ada karta roti ka aik tukda le kar woh is ke chhootey chhootey tukre kar ke chiryon ko daal deta chidiyan darakht ke paas is ke paas aa kar choo choo karte hue roti ke woh tukre khatain aur phir urr jatein .





Khana kha kar aur chiryon ko khula kar woh thori der ke liye bargad ke neechay aaraam kya karta aur namaz parh kar phir se kaam mein masroof ho jata tha. aik din aik musafir mochi ke paas apna joota murammat karwanay aaya


#PyaaraIslam #mochi #islamic



Cover Topic:-

1- Aik Mochi Ka Qissa
2- Story Of Cobbler
3- mochi ka waqia


FAIR-USE COPYRIGHT Disclaimer
This video meant for educational purpose only we not own any copyrights all the rights go to their respective owners.


Copyright Disclaimer Under Section 107 of the Copyright Act 1976, allowance is made for "fair use" for purposes such as criticism, comment, news reporting, teaching, scholarship, and research. Fair use is a use permitted by copyright statute that might otherwise be infringing. Non-profit, educational or personal use tips the balance in favor of fair use.
DISCLAIMER: This Channel DOES NOT Promote or encourage Any illegal activities , all contents provided by This Channel is meant for EDUCATIONAL PURPOSE only .


----------- ----------- -----------


My Official channel Link:-
   / pyaaraislamofficial  


Contact info:-
Fb Group :-   / pyaaraislamgroup  
Facebook :-   / pyaaaraislam  
Twitter :-   / pyaaaraislam  
Blog :- https://pyaaaraislam.com

Комментарии

Информация по комментариям в разработке