Gujarat Jaana, Toh yeh 5 spots pe zaroor khaana.
1.Jalaram Rasawala Khaman
Let me tell you about this famous Rassawala Khaman.
It Means Khaman jis mein RAS dala gaya hai. Again RAS here means Curry and not Chashni
Quick things,
The shop is always crowded. The Rasewala Khaman is Kamaal & Rates are kamaal, too. Rs. 30 for a Bowl. Super Fresh & healthy too.
Khaaya hai aapne yeh pehle? Khaana Chahenge?
📍Chowk Bazar, Near Jai Shankar Lassi, Surat, Gujarat 395003
7 am to 8 pm
099746 22890
2.Shreeji Locho house
So Locha (Garbar) ho gaya tha ek din ek bhaiya se and isliye unhone iska naam Locho hi Rakh diya.
Ab locho sirf OIL mein hi nahi, Butter mein, With Cheese and Schwezan type kaafi variety mein milta hai. Aur Shreeji ka toh kamaal hai.
📍1B, City Light Rd, Shringar Society,
City Light Town, Athwa, Surat, Gujarat 395007
7 am to 2 pm
5 pm to 7:30 Pm
3.Kalakar Surat
Jee haan, hum bhi pahaunch gaye Surat Mei KALAKAR ka mashhoor Avocado Toast khaane.
Sach mei jitna shaandaar dikhne mein lag raha tha, swaad mei bhi utna he badiya tha ye toast.
Aur famous toh hoga he na, because of its multiple health benefits, jaise ki
•Maintaining good gut health,
•Is good for your heart’s health
•& is anti-inflammatory too.
📍Rahul Raj Mall, Piplod,
Surat, Gujarat 395007
88660 42525
4.Chandan Omelette
Boiled Egg, Omlettee, Half Fry, Bhurjee are just 4 of the 300 Egg Dishes this place offers. Kuch unique, Kuch kaafi zyada Unique.
Humne bhi 2 kamaal dishes khaayi. Baaki details ke liye video dekhiye and iska swaad chakhne ke liye Surat mein Chandan Omlette par jaaiye.
📍11:30 Am to 11:30 Pm
New City Light Rd, near St. Thomas School,
opp. Naveli Hospital, New Tirumala,
Bharthana, Surat, Gujarat 395017
5.Lashkari Bhajiya House
Laskhari Bhajiya House is a famous place amongst locals and tourists in Surat, Gujarat.
Inki Tamatar bhajiya are a must-try local delicacy! Baaki video dekhiye & mazza leejiye.
📍Sultanabad - Dumas Rd,
Near Langar Circle, Surat, Dumas, Gujarat 394550
Информация по комментариям в разработке