khatushyam lakhi mela 2024 | khatushyam falgun mela | khatushyam Nishaan Yatra 2024| खाटू श्याम मेला

Описание к видео khatushyam lakhi mela 2024 | khatushyam falgun mela | khatushyam Nishaan Yatra 2024| खाटू श्याम मेला

khatushyam lakhi mela 2024
khatushyam falgun mela
khatushyam Nishaan Yatra 2024
खाटू श्याम मेला
khatushyam lakhi mela 2024
khatushyam falgun mela
khatushyam Nishaan Yatra 2024
खाटू श्याम मेला
Is baar khatu me shri shyam ji ka falgun lakhi mela 2024 12 march se 22 march tak aayojan hone wala hai. Is video k jariye aapko pata lagega ki aap Shri khatushyam Nishaan yatra kese ker sakte hai. or mele me aapko kya suvidha milne wali hai.
Humne Shri Khatu shyam ji ki yatra k liye Delhi Cantt. Railway station se Reengus Railway station ki liye train pakdi. subah 3.30 AM se apni paidal yatra start ki jo ki 17 km hai. uske liye pehle aapko reengus me Nishaan Bhawan me aapko apne nishaan ki pooja kerni hoti hai.uske baad aapki paidal yatra nange paaon start hoti hai. Nishaan aapko kahi bhi zameen pe nahi rakhna hota hai.
delhi se jo humne train li thi wo hai jan shatabdi express.
Humne 2023 me bhi ShriKhatu shyam ji ki paidal yatra ki thi. to agar aapko kuch bhi puchna hai to comment box me puch sakte hai. or me khatu shyam ki us yatra ka vedio bhi link me daal dunga or sath sath mene chulkana dham ki yatra ki thi jaha shri shyam baba ki body ki pooja hoti hai to us video ka bhi link daal raha hu. aap chahe to video dekh sakte hai.
iske illawa humne 2024 me january me Delhidham khatu shyam ji ki bhi yatra ki hai to uska bhi link hum daal rahe hai..
1 Shrikahtu shyam yatra2023link :-    • Khatushyam yatra 2023 | khatu shyam m...  
2 Shrikahtu shyam nishaan yatra2023link :-    • Shri KhatuShyam Nishaan Yatra | रींगस...  
3 Chulkana Dham Yatra2023 link:-    • Chulkana Dham yatra | श्याम जी ने यहा...  
4 Delhi Dham Khatu shyam Yatra link :-    • Delhi Dham Khatu Shyam Mandir | khatu...  
agar aapko humari ye Video pasand aayi hai to channel ko subscribe kerna or video ko share karna or like kerna na bhoole.
‪@Travel2Explores‬

#khatushyam
#khatushyamdelhidham
#khatushyammandir
#shreekhatushyamji
#delhidarshan
#khatushyamji
#falgunmela
#khatushyamrajasthan

Комментарии

Информация по комментариям в разработке