Mahuva bhavani mandir katapar || महुवा भवानी मंदिर कतपर || भगवान श्रीकृष्ण ने देवी रुक्ष्मणी का हरण

Описание к видео Mahuva bhavani mandir katapar || महुवा भवानी मंदिर कतपर || भगवान श्रीकृष्ण ने देवी रुक्ष्मणी का हरण

Mahuva bhavani mandir katapar
Bhavani mandir katapar
Bhavani mandir mahuva
Ramesh Prajapati On Road
Ramesh Prajapati on road

bhavani mandir mahuva shaher se 5 km ki duri par katapar village ke pas arab Sagar ke kinare par sthit hai ye mandir 6 hazar sal purana bataya jata hai is mandir ki visheshta ye hai ki bhavani mata din 3 bar apana rup badalti hai subah ke samay aap darshan kare to ma bhagvati hamako bal Swarup me darshan deti hai or dopaher ko yuva avastha me or sandhya ke samay vrutha avastha me darshan hote hai to aise aloukik bhavani mata ke darshan karake ham dhanyata ka anubhav karate hai or mandir ka pura itihas maine video bataya hai ummid hai aapko pasand aaye hoga agar aap chenal par nye hai to palace chenal ko subscribe zarur kare or comment likha kar zarur bataye video aapako keisa laga dhanyvad

Комментарии

Информация по комментариям в разработке