Uska Hi Bana (Aye Khuda) Without Music | Vocals Only | Arijit Singh | Raymuse

Описание к видео Uska Hi Bana (Aye Khuda) Without Music | Vocals Only | Arijit Singh | Raymuse

Raymuse presents you Uska Hi Bana without music (vocals only). Listen to Arijit Singh without music and fall in love with his voice. Subscribe for more Arijit Singh songs without music.

Song: Aye Khuda Without Music
Singer: Arijit Singh
Music: Chirantan
Lyrics: Junaid Wasi
Movie: 1920 Evil Returns
Music Label: T-Series

Uska Hi Bana Lyrics;
Meri kismat ke har ek panne pe
Mere jeete jee baad marne ke
Mere har ek kal har ek lamhe mein

Tu likh de mera use
Har kahani mein saare kisson mein
Dil ki duniya ke sachche rishton mein
Zindgaani ke saare hisson mein
Tu likh de mera usse

Aye khuda aye khuda
Jab bana Uska hi bana (x2)

Uska hoon usmein hoon
Us se hoon usi ka rehne de
Main to pyasa hoon, hai dariya wo
Zariya woh jeene ka mere

Mujhe ghar de gali de shahar de
Usi ke naam ke
Kadam yeh chalein ya rukein
Ab usi ke waaste

Dil mujhe de agar dard de uska par
Uski ho wo hansi goonje jo mere ghar

Aye khuda aye khuda
Jab bana uska hi bana (x2)

Mere hisse ki khushi ko hasi ko
Tu chahe aadha kar
Chahe lele tu meri zindagi
Par yeh mujhse waada kar

Uske ashkon pe gamon pe dukhon pe
Har uske zakham par
Hak mera hi rahe har jagah har ghadi
Haan umar bhar
Ab fakat ho yehi woh rahe mujhmein hi
Wo juda kehne ko bichde na par kabhi

Aye khuda aye khuda
Jab bana uska hi bana (x2)


The copyright disclaimer under Section 107 is a statement explaining that you’re using someone else’s copyrighted content for “fair use” purposes under Section 107 of the Copyright Act.
Examples of fair use under the Act include criticism, commentary, and educational purposes.

Meri kismat ke har ek panne pe
Mere jeete jee baad marne ke
Mere har ek kal har ek lamhe mein
Tu likh de mera use

Aye khuda aye khuda aye khuda
Aye khuda aye khuda

Комментарии

Информация по комментариям в разработке