Tujhe Dekha To (sped up)

Описание к видео Tujhe Dekha To (sped up)

Tujhe dekha to yeh jaana sanam
Pyar hota hai deewana sanam
Tujhe dekha to yeh jaana sanam
Tujhe dekha to yeh jaana sanam
Pyar hota hai deewana sanam
Tujhe dekha to yeh jaana sanam
Pyar hota hai deewana sanam
Ab yahan se kahan jaaye hum
Teri baahon mein mar jaaye hum
Tujhe dekha to yeh jaana sanam
Pyar hota hai deewana sanam
Ab yahan se kahan jaaye hum
Teri baahon mein mar jaaye hum
Tujhe dekha to yeh jaana sanam


Aankhen meri sapne tere
Dil mera yaaden teri
Mera hai kya sab kuch tera
Jaan teri saanse teri
Meri aankhon mein aansoo tere aa gaye
Muskurane lage sare gam
Tujhe dekha to yeh jaana sanam
Pyar hota hai deewana sanam
Ab yahan se kahan jaaye hum
Teri baahon mein mar jaaye hum
Tujhe dekha to yeh jaana sanam


Yeh dil kahin lagta nahin
Kya kahun main kya karun
Ha tu samane baithi rahe
Main tujhe dekha karun
Tune aawaz di dekh main aa gayi
Pyar se hai badi kya kasam
Tujhe dekha to yeh jaana sanam
Pyar hota hai deewana sanam
Tujhe dekha to yeh jaana sanam
Pyar hota hai deewana sanam
Ab yahan se kahan jaaye hum
Teri baahon mein mar jaaye hum
Teri baahon mein mar jaaye hum.

enjoy!♡

the credit goes to the original creators of this song.

Комментарии

Информация по комментариям в разработке