चौमुखनाथ मंदिर | भारत का सबसे प्राचीन चतुर्मुख शिव मंदिर | chaumukh Nath Temple M.P.

Описание к видео चौमुखनाथ मंदिर | भारत का सबसे प्राचीन चतुर्मुख शिव मंदिर | chaumukh Nath Temple M.P.

Is video me mene Chomukhnath mandir jo ki m.p. Me panna jile ke saleha me isthit hai ye bhut hi pracheen mandir hai btaya jata ki ye mandir 1500 saal purana hai is mandir me hume shiv ji ki chaturmukh murti dekhne milti h or is mandir ke samne ki taraf parvati ji ka mandir bhi isthit hai .
Is mandir ke aas paas kuch khandit murdiyan bhi moujood hain .
Ye parvati mandir shiv ji ke mandir se bhi prachin btaya jata hai.
Agar aap logon ko ye video psand aya ho to please like or subscribe kijiye or apne doston ko bhi ye jankari share karen.


#choumukhnath #shiv #shivtemple #bholenath

Комментарии

Информация по комментариям в разработке