Mujhko Yaaron Maaf Karna | Mukesh | Main Nashe Mein Hoon | Raj Kapoor Mala Sinha | Superhit Song

Описание к видео Mujhko Yaaron Maaf Karna | Mukesh | Main Nashe Mein Hoon | Raj Kapoor Mala Sinha | Superhit Song

Mujhko Yaaron Maaf Karna is a hindi song from the 1959 movie Main Nashe Mein Hoon. Singer is Mukesh Chand Mathur (Mukesh) and lyricist or song writer is Hasrat Jaipuri. Mujhko Yaaron Maaf Karna music director is Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi and features Raj Kapoor, Mala Sinha, Nishi, Mubarak, Dhumal, Leela Chitnis.

#BollywoodSong #HindiSong #NupurGeetmala

Subscribe to our Nupur Geetmala : https://bit.ly/2Z8rvj4

Movie : Main Nashe Mein Hoon 1959
Song : Nazar Nazar Se Ho Rahi Hai Baat
Singer : Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Starring : Raj Kapoor, Mala Sinha, Leela Chitnis, Nazir Hussain and Helen.
Directed by Naresh Saiga
Music by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Lyrics by Shailendra
Label : Nupur Audio

Subscribe to our Nupur Geetmala : https://bit.ly/2Z8rvj4

Lyrics in English :
Zaahid sharaab pine de masjid men baithhakar
Ya wo jagah bata de jahaan par khuda na ho

Mujhko yaaron maaf karna, main nashe mein hoon
Mujhko yaaron maaf karna, main nashe mein hoon
Ab to munkin hai behakna, main nashe mein hoon
Mujhko yaaron maaf karna, main nashe mein hoon

Kal ki yaaden mit rahi hain, dard bhi hai kam
Ab zara araam se aa jaa raha hai dam,
Are, aa jaa raha hai dam
Kam hai ab dil ka tadapna, main nashe mein hoon
Ab to munkin hai behakna, main nashe mein hoon
Mujhko yaaron maaf karna, main nashe mein hoon

Dhal chuki hai raat kab ki, uthh gayi mehafil
Main kahaan jaaun nahin koi meri manzil
Nahin koi meri manzil
Do kadam mushkil hai chalna, main nashe mein hoon
Mujhko yaaron maaf karna, main nashe mein hoon

Hai zara si baat aur chalke hain kuchh pyaale
Warna jaane kya kahenge ye jahaanwaale
Kahenge ye jahaanwaale
Tum bas itna yaad rakhna, main nashe mein hoon
Ab to munkin hai behakna, main nashe mein hoon
Mujhko yaaron maaf karna, main nashe mein hoon

Lyrics in Hindi:
"ज़ाहिद शराब पीने दे, मस्जिद में बैठकर
या वो जगह बता दे, जहाँ पर खुदा ना हो"

मुझको यारों माफ़ करना, मैं नशे में हूँ
मुझको यारों माफ़ करना, मैं नशे में हूँ
अब तो मुमकिन है बहकना, मैं नशे में हूँ
मुझको यारों माफ़ करना, मैं नशे में हूँ

कल की यादें मिट रही हैं, दर्द भी है कम
अब ज़रा आराम से आ जा रहा है दम
आ जा रहा है दम
कम है अब दिल का तड़पना, मैं नशे में हूँ
अब तो मुमकिन है बहकना, मैं नशे में हूँ
मुझको यारों माफ़ करना, मैं नशे में हूँ

ढल चूकी है रात कब की, उठ गयी महफ़िल
मैं कहाँ जाऊँ, नहीं कोई मेरी मंज़िल
नहीं कोई मेरी मंज़िल
दो कदम मुश्किल है चलना, मैं नशे में हूँ
मुझको यारों माफ़ करना, मैं नशे में हूँ

है ज़रा सी बात और छलके हैं कुछ प्याले
वरना जाने क्या कहेंगे ये जहां वाले
कहेंगे ये जहां वाले
तुम बस इतना याद रखना, मैं नशे में हूँ
अब तो मुमकिन है बहकना, मैं नशे में हूँ
मुझको यारों माफ़ करना, मैं नशे में हूँ

Mujhko Yaaron Maaf Karna | Mukesh | Main Nashe Mein Hoon | Raj Kapoor Mala Sinha | Superhit Song

Комментарии

Информация по комментариям в разработке