LIVE FISH TRANSPORT | जिंदा मछली कैसे ट्रांसपोर्ट करें | Fish Farming Training institute 2021 Bhopal

Описание к видео LIVE FISH TRANSPORT | जिंदा मछली कैसे ट्रांसपोर्ट करें | Fish Farming Training institute 2021 Bhopal

fish farming yaani machli palan bharat desh mein ek bohot hi tezi se badhne wala business ya व्यवसाय hai. fish culture karne ka tarika bohot hi technology based hota hai. Biofloc fish farming, pond fish farming RAS ye sab fish farming technology ke kuch examples hain

is video mein zinda machli ka transport keise karein wo bataya hai
weise to hum fish farming ke dauran paani ka accha khayal rakhte hain aur talab ke pani ka pH, ammonia, Hardness TDS oxygen level sab check karte hain lekin zinda machli transport karte samay humein kuch aur baaton ka khayal rakhna padta hai
aisa tarika aap Kai machliyon mein apna sakte hain jeise Pangasius, Monosex GIFT tilapia, Pabda, Singhi, Sanwal, IMC, Rohu Catla, Mrigal, Common carp, Grass carp

fish farming in Biofloc aur Biofloc tank setup keise karein ya fir Biofloc in pond ye sab to sab batate hain lekin hum yaha fish farming training mein aapko bohot hi saral tarike mein machli palan keise karein ye sikhate hain
agar aap bhi machli palan ya fish farming business shuru karna chahte hain to fish farming business keise shuru karein ye sirf YouTube pe na dekhein balki hamare training program ko join karein

7000717794

Комментарии

Информация по комментариям в разработке