Tumhen Dillagi Bhool Jani Padegi | Kabul Bukhari | Qawwali | UNFAK | Cover Song

Описание к видео Tumhen Dillagi Bhool Jani Padegi | Kabul Bukhari | Qawwali | UNFAK | Cover Song

Bookings and queries: The Right Management +91 9915982444

------------------------------------
Tumhen Dillagi: Produced by: Harsh Kataria and Kabul Bukhari

Cover Song Credits:
Singer: Kabul Bukhari
Music: Kabul Bukhari
Extended Lyrics: Kabul Bukhari
Tabla/Dholak: Aashu Khan
Flute: Atul Krishan
Violin: Sanchit Chaudhary
Video: Monday Morning Filmz
DOP/ Director: Rohann Malik
Editor: Mohit Choudhary
Wardrobe: Novelty Men, Ambala

Video Performing Artists:
Tabla: Laali
Dholak: Ashish Chauhan
Flute: Chanderpan
Keyboard: Shubham Issac
Acoustic Guitar: Anmol Singh
Bass Guitar: Samar Salhotra
Drums: Ajay Sudan
Chorus Singers: Samdish, Arun Sagar and Shampreet Singh

Streaming on all music platforms🎼

Spotify: https://open.spotify.com/album/1PEiET...

Lyrics:

Jo tootega dil yoon meri tarah tera
Toh maloom hoga ye takleef kya hai
Woh raaton ko rona samajh paoge tum
Mohabbat mein sab kuchh luta kar toh dekho

Tumhen dillagi bhool jani padegi
Mohabbat ki raahon mein aakar toh dekho
Tadapne pe mere na phir tum hassoge
Kabhi dil kisi se laga kar toh dekho

Zakhm pe zakhm khaa ke jee
Apne lahoo ke ghoont pee
Aah na kar labon ko see
Ishq hai dillagi nahin

Dillagi bhool jaani padegi-2

Wafaoun ki humse tawaqqo nahin hai
Magar ek bar aazma kar toh dekho
Zamane ko apna bana kar toh dekha
Humen bhi tum apna bana kar toh dekho

Ye ishq nahin aasan bass itna samajh lijiye
Ik aag ka dariya hai aur doob ke jana hai
Dillagi bhool jaani padegi-2

Khoon rulayegi yeh lagi dil ki
Khel samjho na dillagi dil ki
Dillagi bhool jaani padegi-2

Jo ulfat me har ek sitam hai gawara
Ye sab kuchh hai paas e wafa tumse warna
Satate ho din raat jis tarah mujhko
Kisi ghair ko yoon sata kar toh dekho




#qawali #nusratfatehalikhan #nfak #sufimusic #yeduniyakemasletochalterahenhe #sufi #poetry #shayari #sadshayari #sadpoetry #ghazal #livemusic #liveshow

Комментарии

Информация по комментариям в разработке