Tera Main Intezaar Song | Armaan Malik | Kunaal Vermaa | Terminate Lyrics

Описание к видео Tera Main Intezaar Song | Armaan Malik | Kunaal Vermaa | Terminate Lyrics

Tera Main Intezaar Lyrics is a beautiful song sung by Armaan Malik and presented by T-Series Label. The music for this captivating Tera Main Intezaar has been given by Amaal Mallik, with heartfelt lyrics penned by Kunaal Vermaa. The music video for Tera Main Intezaar has been skillfully directed by Krish Trivedi.


Tera Main Intezaar Song Credits:

Song: Tera Main Intezaar
Singer: Armaan Malik
Music Composer: Amaal Mallik
Lyrics: Kunaal Vermaa
Director: Krish Trivedi
Music Label: T-Series





Lyrics



Bechain Kyu Main Hone Laga Hoon
Tere Liye Iss Tarah
Hai Ek Dil Bhi Jeene Ko Kaafi
Kyu Chahiye Dusra

Teri Har Saans Ko Bata De
Hakk Inpe Hai Bas Mera
Agar Ye Baat Sun Raha Hai Wo Khuda
Tera Main Intezaar Hoon Kar Raha Kar Raha
Tujhi Se Phir Bhi Pyar Hoon Kara Raha
Tera Main Intezaar Hoon Kar Raha Kar Raha
Tujhi Se Phir Bhi Pyar Hoon Kara Raha

Sach Kaha Tha Kisine
Ek Dafa Zindgi Mein
Ishq Hota Hain Dil Ko
Ha Kisi Na Kisise

Yarr Jite Hai Aashiq
Kis Tarah Door Hoke
Kyu Kabhi Ye Kisiko
Na Bataya Kisine

Ek Din Tu Nazar Jhukake
Phir Raahon Ko Dekhna

Mere Aanshoo Gire Milenge Har Jagah

Tera Main Intezaar Hoon Kar Raha Kar Raha
Tujhi Se Phir Bhi Pyar Hoon Kara Raha
Tera Main Intezaar Hoon Kar Raha Kar Raha
Tujhi Se Phir Bhi Pyar Hoon Kara Raha

Written by: Kunaal Vermaa

Комментарии

Информация по комментариям в разработке