Karrar Maulai New Noha | Kuch Lashe Aisi Dekhi Jin Par Kafan Nahi Tha | Maulana Karrar Maulai Noha

Описание к видео Karrar Maulai New Noha | Kuch Lashe Aisi Dekhi Jin Par Kafan Nahi Tha | Maulana Karrar Maulai Noha

Maulana Karrar Maulai Noha | Kuch Lashe Aisi Dekhi Jin Par Kafan Nahi Tha
New Noha Maulana Karrar Maulai 2020

Title : Kuch Lashe Aisi Dekhi Jin Par Kafan Nahi Tha 2020
Reciter : Maulana Karrar Maulai
Venue : Susundi Ghazipur
Date : 3 Rabiul Awwal 1441/2019
Organizer : Syed Ansar Hussain Kazmi(+918010689654)
Supervision : Syed Asar Kazmi
Video By : #azadari_chitora


✍️Lyrics.

Karbobala se pehle Kab kisko Ye Yaqee'n tha
Kuch laash aisi dekhi jin par qafan nhi tha

Hamrah h safar Mai abbas aisa bhai
Chadar nhi chinegi zainab ko ye Yaqeen tha


Zainab tadap K boli ki haye mera Akbar
Wo khaak Ho gya jo Yusuf se bhi haseen tha

Ek gham Naseeb khawar sar Apna peet ti thi
Jab shimr leke khanjar shabbir K qaree tha

Haaye usi ka Lasha pamal ho gya h
Jo faqr aasman tha jo raunake zamee tha

Zainab nashiab Mai ye bachhi se puchti h
Pehchana tmne Kaise jab tan pe sar nhi tha

⚫Social Media:-



.
#karrar_maulai, #noha_karrar_maulai

Комментарии

Информация по комментариям в разработке