डिप्रेशन की बीमारी को कैसे पहचाने? | Depression के लक्षण क्या होते हैं? |

Описание к видео डिप्रेशन की बीमारी को कैसे पहचाने? | Depression के लक्षण क्या होते हैं? |

https://courses.mindsolves.com/course...
.
Course ko join karne ke liye iss link par click karein-
.
डिप्रेशन की बीमारी को कैसे पहचाने? | Depression के लक्षण क्या होते हैं? | #depressionsymptoms
.
Depression se bahar nikalne ke liye ab aap Dr. Praveen Tripathi ka course ko join kar sakte hain jismein khud se CBT techniques (cognitive behavioural therapy) ko use karna sikhaya jata hai.
.
Depression ki bimari ke lakshan kya hote hain?
Inhi sab sawalon ke jawab diye jayenge iss video mein aur detail mein discuss kiya jayega ki depression ke lakshan kya hote hain aur kaise kayi baar depression ke kuch aise lakshan ya symptoms dikhayi dete hain jisse log pehchan nahi paate ya nazar andaaz kar dete hain.
.
Depression ko udasi ki bimari bhi kaha jaata hai kyunki man udaas rehna ya man dukhi rehna depression ka main symptom ya lakshan hota hai. Iske alawa kisi bhi cheez mein interest na aana, negative thinking mann mein aana, sharir mein humesha thakaan rehna, concentration ki kami, bhookh kam lagna, bechaini si rehna, mann mein bure bure khayal aana aue neend ki bimari depression ke baki lakshan hain.
.
Chapters
00:00 - Introduction
00:49- Ek patient jisko apni bimari ke baare mein pata nahi tha.
02:40- Depression ke lakshan kya hain?
14:50- Depression ke sharirik lakshan
16:25- Depression se bahar nikalne ke course ko join karein
.
#drpraveentripathi #depression

Комментарии

Информация по комментариям в разработке