Raja Ko Rani Se Pyaar Ho Gaya - Kumar Sanu | Alka Yagnik | Romantic Song| Kumar Sanu Hits Songs

Описание к видео Raja Ko Rani Se Pyaar Ho Gaya - Kumar Sanu | Alka Yagnik | Romantic Song| Kumar Sanu Hits Songs

Song : Raja Ko Rani Se Pyaar Ho Gaya
Singers : Kumar Sanu & Alka Yagnik
Music : Anu Malik
Lyrics : Majrooh Sultanpuri
Starcast : Aamir khan & Manisha
Movie : Akele Hum Akele Tum

LYRICS

Raja ko rani se pyaar ho gaya
Pehli nazar mein
Pehla pyaar ho gaya
Dil jigar dono ghaayal hue
Teere nazar dil ke paar ho gaya


Raja ko rani se pyaar ho gaya
Pehli nazar mein
Pehla pyaar ho gaya
Dil jigar dono ghaayal hue
Teere nazar dil ke paar ho gaya
Raja ko rani se pyaar ho gaya


Raja ko rani se pyaar ho gaya
O raahon se raahein
Baahon se baahein
Milke bhi milti nahin
Ho hota hai aksar
Armaan ki kaliyaan
Khilke bhi khilti nahin


O phir bhi na jaane
Kyun nahin maane
Phir bhi na jaane
Kyun nahin maane
Deewana dil beqaraar ho gaya
Raja ko rani se pyaar ho gaya
Raja ko rani se pyaar ho gaya


Rani ko dekho nazrein mili to
Aankhein churaane lagi
Ho karti bhi kya
Wo sar ko jhukaake
Kangana ghumaane lagi
O raja ne aisa jaadu chalaaya

Raja ne aisa jaadu chalaaya
Na karte karte ikraar ho gaya
Raja ko rani se pyaar ho gaya
Pehli nazar mein
Pehla pyaar ho gaya
Dil jigar dono ghaayal hue
Teere nazar dil ke paar ho gaya.

#rajakoranisepyarhogaya #kumarsanu #alkayagnik #kumarsanusongs #alkayagniksongs

Комментарии

Информация по комментариям в разработке